Funny
Shadi se phele Ka
PYAR:
.
.
.
.
“Janu Tum Nahi
To Main Nahi
OR
Main Nahi
To Tum NAhi”
AUR
Shadi K Bad Ka
Pyar:
.
.
.
.
.
“KAMINI”
Aaj Tu Nahi
YA Main Nahi….:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 891 views
Similar Jokes
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by khalid hussain (few years ago!)
Sardar: yar meri BV pani se bht darti ha,
Friend: acha wo kaise?
Sardar: yar kal main ghar gya to wo bathtub me bhi security gaurd k sathbethi thi..!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Biwi Shohar Se "Tum Shaadi k Baad
Badal Gaye Ho !"
Shohar: "Mene Tumhei'n Pehly
Hi Bata Dia Tha k Mujhy Shaadi Shuda Larkio'n
Main Koi Dil-chaspi Nahi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa's son:
Papa agar aap ko 10 Rs aur 5 Rs raste mein pade miley to aap kaun sa note uthaoge?
Santa : 10 Rs ka
Son: Isliye aap per joke bante hain...
Dono bhi to utha saktey the na...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Now, Johny, tell me frankly do you say
prayers before eating?
L-Johnny No sir, I don't have to, my mom is a
good cook.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:beta kbi chori na karna chori ka phal hamesha karwa hota hai
beta:lakin jo apple me ne chori kar k khaya hai wo metha tha
by Sabir shah (few years ago!)
Marez Doctor Se:
Me 1 Month Se Roz
Rs.50 Ki Dawa Le Rha Hu
Pr Koi Faida Nh Hua.
Doctor:
Koi Bat Nahi
Kal Se Me Tmhy Rs.40 Ki
Dawa Duga
Rs.10 Ka Faida Hoga;
by Pak101.com (few years ago!)
T.C To Sardar In Train:
Ticket Dikhao
Sardar:Ha Ha, Ye Lo
T.C:Ya To Purani Ticket Hai
Sardar:
To Train Kia Abhe “Showroom” Se Nikali Hai
by Pak101.com (few years ago!)
molazim hotel manager se: “upar ka mosafir shakayat kar raha tha ke raat barish main chat se is kadar pani tapka ke who sir se paoun tak nahaya gya.” Manager “theek hay ,is ke bill main nahane ke paise bi shamil kar lo.”
by Abdul Basit (few years ago!)