Pathan Ke 4 Bache
Aik Pathan K 4 Bache Thy
Govt Ne Elaan Kia K Jis K 5 Bache Honge Usay Rs.20000 Mahana Wazeefa Dia Jayega
Pathan Ne Bevi Ko Kaha K Mera 1 Beta Meri Girl Frend Se B Hai
Main Wo B Lekar Aata Hun 5 Par Pese Milenge Jab Wapis Ghar Aya To 2 He Bache Thy
Pathan: Do Aur Kahan Hain?
Bivi: Jin K Thy Wo Le Gaye.
by Pak101.com (few years ago!) / 1250 views
Similar Jokes
Waldain se barh kar is dunia me kuch nai hai.
So,
jaldi se shadi kar lu aur waldain ban jao
by Sabir shah (few years ago!)
Science ki jadeed
science ki jadeed tehqeeq k mutabiq Dimagh mein bhoosa rakhne wale log hamesha sidhay haath mein mobile pakar kr sms parhtay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dulhe Ki Saaliya Joota Chupayi Ki Rasm Ka Pura Maja Le Rahi Thhi.
1st Sali: “Jiju, Main To 1100 Lungi”
2nd Sali: “Main 2100 Lungi”
Piche Santa Betha Ye Dekh Raha Thha, Kuch Soch Ke Bola.
Santa: “Arrey, Meri Maano To Nokia 2310 Lelo Usmein FM Bhi Hota Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
A Couple Before Marriage
“MAD” For Each Other …
After Marriage
“MADE” For Each Other …
And
A Few Years Later
“MAD” Because Of Each Other…
by Muneeb Alam (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha:
Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki... 2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SONU;
Tum"Aaine Me Ankhen Band Karke
Kya Dekh Rahe Ho_?
MONU;
Mai Ye"Dekhna Chahta Hu Ki
> Mai
Sote Hue"KaiSa Lagata_Hu_?"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Masterji Bacche Ka Lunch Kha Gaye...
.
.
.
.
...
Masterji: Beta Ghar Ja Kar Mera Naam Toh Nahi Bataoge na?
.
.
.
.
.
.
Bachha maasom awaaz mein bola:-
Ji Main Keh Dunga mera lunch kutta
khaa gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:
Main Apna Purse Ghar Bhool Aaya
Mujhe 1000 Rs Chahiye
Banta:
Dost Hi Dost K Kam Aata Hai
Le 10 Rs
Riksha Kar Aur Ja K Purse Le Aa
by Pak101.com (few years ago!)
A young husband with an inferiority complex insisted he was just a little pebble on a vast beach.
The marriage counselor, trying to be creative, told him, "If you wish to save your marriage, you'd better be a little boulder."
by Pak101.com (few years ago!)
Us ne kaha k mere ishaq me fanaa ho jaao
faraz
me ne kaha mere pepar hone wala hai dafa ho jao.
by Sabir shah (few years ago!)