Sardar
1 sardar ghar se nekla tu daikha ke samnay kailay ka chelka para howa tha
Sardar: O mere khudaya.. Aaj phir phisalna parega
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 821 views
Similar Jokes
Aik pathan samose ke andar ka hisa Nikal kar kha raha tha
Oss ke dost ne poocha, yeh kia kar rahe ho?
Pathan ne jawab diya
Doctor ne mujhe bahir ki cheezein khane se manah kiya hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa:
Oye Banta Machli Khayega?
Banta:
Nahi Yaar Usme Kaante Hote Hain.
Santa:
Oye Chadd Yaar,
Chappal Pahen K Kha Lena.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Ne Ghar Se bhaag K Shadi Ki..
5 din baad Wo Rote Hue Lauti
.
.
Dad: Ab Kyun aayi Ho ??
.
.
.
.
Ladki: Papa Wo BMW ka driver Nikla, Iphone bhi China Wala Tha…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Hik sardar ek ladki de naal physical relation badade janda paya si, and ladki ne kaha”Ruk jao sardar ji, warna main apni jaan de dungi” Gusse me Sardar ne kaha, “jaan de dena par kisi de kam na aana”
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bahu ke 1-2 afair sunkar
PATI ne jaan de di
3-4 afair sunkar SASUR ne jaan de di.
Lekin SAAS chup rahi kyu?
KYUKI SAAS BHI KABHI BAHU THI
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Gaon main kisi Buzurg ki mar janey se School
Ma Chutti Ho gai
School se aatey huway bacho ne 2 aur Buzurgon
Ko dekha tu aik bacha bola
Wo Dekho 2 aur chotian aarahi hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL TO BOY :jab tum log girls ko
I LOVE YOU kehte ho
to un ka haath Kyu pakad lete ho
BOY: bas apni hifaazat ke liye
kahi thapar na mar de
by Pak101.com (few years ago!)
Once Rajni was the guest contestant in KBC.
Amitabh says: Computer ji,
Rajnikantji ko pehla sawaal poochiye.
Computer: main lifeline use karna
chahta hu :P:D
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko I love you bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by Mazhar Khan (few years ago!)
BOY: Darling hamary pyar k bary me kisi ko mat batana
GIRL: Tumhari behen ko to zaror bataongi
kameeni kehti thi k koi kutta hoga jo tuj se pyar kary ga:
by Tanveer Hussain (few years ago!)