Ek Kutta Ek Car K Neeche
Ek Kutta Ek Car K Neeche Baitha Tha..
.
.
.
.
.
.
Santa Aya Aur Uski Pooch Khechta Hua Bola:” Nikal
Saale Bhootni K..
Bara Aya Mechanical Engineer…
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1015 views
Similar Jokes
Customer To Clerk: “Agar Main Aaj Check Deposit Karta Hoon, To Kitne Din Mein Clear Hoga?”
Clerk: “Sir, 3 Din To Lagenge”
Customer: “Dono Bank Aamne Saamne Hi Hai, Phir Itne Din Kyun Lagenge?”
Clerk: “Sir, Procedure To Follow Karna Padta Hai, Socho Agar Aap Shamshaan Ke Bahar Mar Jaate Hai To Aapko Ghar Leke Jayenge Ya Wahin Jala Denge?”
Customer Faints…
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti hain
by Pak101.com (few years ago!)
Professor:
What is
"Attention Deficit Hyperactive Disorder"..?
Studnt :-Jinga Lala hurrRrr hurrRr...
Profess0r : ye kya thaa ...? :O :O
Studnt : pehly ap batain wo kya tha :-P :-D
by Abdul Hannan (few years ago!)
Lady to Doctor: mera beta motar cycle se gir gaya hai.
Doctor: I can't understand please speak in English.
Lady: my londa is gironda from HERO HONDA. :P
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad Fursat Fatte Haal Khan Ji Ka Apni Girlfriend Se Tang Aakar Uspar Likha Gaya Ek Sher
Tumsa Koi Doosra Zameen Par Hua, To Rabb Se Sikayat Hogi,
Ek To Jhella Nahi Jata, Dusra Aa Gaya To Kya Halat Hogi.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:btao bacho urdu ki pehli senlint movie kon si thi?
Papu:sir jb filam silent me thi to ap ko kaise pata chala k wo urdu me hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Sholey ki team ne IPL me part liya,Gabbar ke bowler ne 20 Over me 150 run diye aur extra me 200 run diye
Batao kyun?. . . . .. .. . .. . . .
Kyunki wicketkeepar thakur tha..:)
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi me Joota chhupai ke time dulhe ki 1sali boli-
Mein to 1100 Lungi
2nd sali- Mein to 2100 Lungi
piche se
Santa bola: 2310 Lelo Usme Bluetooth aur FM bhi he
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mohammad Ali (few years ago!)
A depressed engg. Student went 4 sucide train
come closer & closer
but suddenly jumped out of the track & said yaar
kal to assignment dena hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)