Teacher-Batao A ke baad kya aata hai?
Teacher-Batao A ke baad kya aata hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa kafi der sochne ke baad bola
.
.
.
.
.
.
.
.
"Kya Bolti Tu!":-:-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1305 views
Similar Jokes
Ek Molvi Bus Main Ja Raha Tha
Samney Bethi Ek Aurat
Apny Bety Ko Bar Bar Ye Hi Bol Rahi Thi:
Beta Jaldi Se Ye Halwa Kha Lo
Warna Main Is Uncle Ko De Doon Gi
Jab Us Aurat N 4th Bar
Ye Hi Alfaaz Boly To Molvi Ghusse Se Bola:
O Baji Gi Jaldi Faisla Karo,
Halway K Chakkar Main
4 Stop Agey Aa Gaya Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: navy mein kaam hai. karoge?
Banta: zaroor. kya kaam hai?
Santa: jab ship beech samundar mein ruk jaata hai, to tumhe peeche se use dakhelnaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Gareeb Aashiq Ki Apni Premika Pe Likhi Gayi Ek Shayari
Main Aur Meri Tanhayi Aksar Ye Baatein Karte Hai,
Tum Hoti To Aisa Hota Tum Hoti To Vaisa Hota,
Aur Agar,
Tum Na Hoti To Mere Pass Paisa Hota.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 2 Sardar:
"Yaara..!! Aaj Humne Bohat Bara Larai Dekha-"
Sardar:
Woh Kese??
Pathan:
Aasman Or Zameen K Darmiyan...
-
-
-
2 Machhar Lar Rhe The.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ramu: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai?
Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga?
Ramu: mujhe kya pataa sir? main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :Isko Hindi ME Convert Karo
hey friend look a beautiful Girlis standing there".
Student: "wo dekho Saalo Tumhari BhappiKhad Hai."
by Pak101.com (few years ago!)
Bhool kar bhi kisiko na rulana,
Zindagi mein sabko hasana,
Dusman ko bhi gale lagana,
Phir bhi koi gam de toh hume batana,
Tapka denge saale ko.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Shadi se phele Ka
PYAR:
.
.
.
.
“Janu Tum Nahi
To Main Nahi
OR
Main Nahi
To Tum NAhi”
AUR
Shadi K Bad Ka
Pyar:
.
.
.
.
.
“KAMINI”
Aaj Tu Nahi
YA Main Nahi….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dukan ka malik santa se-grahak ko kbhi khali nhi jane dena! Agr dukaan me vo cheez nhi h to dusri offr kro. Grahak-toilet paper dena.Santa-wo nhi h REGMAL lelo
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Interview Dene Gaya Office k gate per ja k bola:
May I come In Sir ?
OFICER: Wait Plz
Pathan: 80 KG
by hearthackervsgirls (few years ago!)