car ka number
ar ka number
1 admi car main 2 lrkiyon k 7 betha hai.
Car ka No. 2989 hai,
jo Car ka number hai wohi admi ka
un larkyon say rishta hai.Batao kia rishta hoa?
Its challenge 4 u.
.
.
.
.
.
.
.
.
Answer: Nawassi
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1029 views
Similar Jokes
Aaj kal Molvi b 2 Qism k ho gaye he
1 Banda train me 1 Molvi ko deikh kr darty darty pochta hy,
“Molvi sab,
aap Darood waalay Molvi ho,
ya Barood waalay.
by haleema sadia (few years ago!)
Sonu: Ladki fasaani aati hai. Monu: Nahi. Sonu: Kagaz ka jaahaz banake
class room mein uda de,
Madam puche to ladki ka naam lagade, bas ladkiphas gayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Is kadar hum aapko chahte hai ke
duniya wale jal jaate hai,
yun to hum sabko ullu banate hai,
par aap zara jaldi ban jaate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Murgi ne india pakistan border par 1 Anda diya.
Dono desh
1 ande k liye larrne lage,
Faisla hua jo dusre desh ki zyada ladkiyo ko kiss karega anda uska hoga,
Indians ne 20,000 pakistani Ladkiyo ko kiss kiya,
Pakistani excited ho kar bole:= Ab humari bari hai.
Indians:= Chhoro yaar Anda tum hi rakh lo
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh k kamre se cheuntiyan bahir ja rahi then
Sheikh:
Kahan ja rahi ho or kia le kar ja rahi ho?
Cheunti:
ßhai bhooka marne se to behtar hai hijrat kr jain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
BV-Mera Manna hai Shadi ek lotery Hai
Pati-Mai aisa nahi manta
BV-Kyu
Pati-Qki lautry me dobara kismat azmane ka
mauka jo milta hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chota bacha dusre se: Agar din mein suraj na nikla to kya hoga?
Dusre bache ne jawab diya: Bijli ka bill bhad jayega
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu was inserting dog’s tail into pipe.
His Friend: Oye, kutte ki dum kabhi seedhi nahi hoti.
Pappu: Arey pagal, main to pipe bend kar raha hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ko Ek Bandar Mila Wo Usse Police Station Le Gaya.
Inspector: “Isse Zoo Le Jao”
Agle Din Inspector Ne Pathan Ko Bandar Ke Saath Bus Stop Pe Dekha.
Inspector: “Isse Zoo Nahin Le Kar Gaye?”
Pathan Khush Hote Hue: “Kal Main Isse Zoo Le Gaya Tha, Bada Maza Aaya, Aaj Hum Dono Film Dekhne Ja Rahe Hain“
by Pak101.com (few years ago!)