Missed call
Santa & Banta got tired of
1 day a pigeon reaches Banta without message.
Angry Banta calls Santa!
Santa: Oye, this was a missed call.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 938 views
Similar Jokes
Ek Maa boli- “Galiyo me khel-khelkar bache
kitne gande ho jaate hai”
Doosri Maa- “Haan, behanji Ab dekho na,
das bacho ke muh dhone pade, tab kahi jaakar mai apne guddu ko pehchaan payi
by Pak101.com (few years ago!)
Basanti : Ek baat batani hai, par please muje marna nahi. Veeru: Bolo. Basanti: Mein Pregnant hu! Veeru: It's a very good News. Basanti : Shadi se pahle pitaji ko bataya tha to bahut maar padi th ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aashiqui 3.. Song created
Tu hi yeh mujhko bta de facebook
chalau main ya naa..
.
.
Apne tu ghar ka pata de,
aaau main yaa naaa..
.
.
Apna tu phone number bata de,
Call lagau main yaa naaaa..
.
.
Khaana tu rakh de paka ke,
khau main yaaa naa..
.
.
.
Itna bata de mujhko kab milne aau tujhko…
Ab hota anhi intezaaaar tu hi ye mjhko bata de..
koi dusri patau main yaa naaaa
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek raat bijli chali gayi,
Sardar: oye kam se kam fan to chalao.
Sardani: kar di na sardaron wali baat fan on karenge to candle bujh jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband drinking and said: Tum kon ho ?
Biwi: Pagal ho gaye ho kiya?
apni Biwi ko bhee bhoul gaye Kiya?
HUSBAND: Nasha har ‘gham’ bhula deta hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Apne Dost Golu Se Puchta Hai.
Pappu: “Tujhe Ladki Fasana Aata Hai”
Golu: “Nahi”
Pappu: “Sikhega?”
Golu: “Haan Haan Bilkul”
Pappu: “Toh Aisa Ker Ek Paper Le Uska Jahaz Bana Aur Ussko Class Mein Uda De, Madam Ke Puchne Par Kisi Ladki Ka Naam Laga De Bas Fas Gayi Ladki“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik SARDAR Daanton Par NELI Siyahi
Laga Kar Ja Raha Tha.
Kisi Nay Poocha Ye Kya Hai.
SARDAR KHUSHI Say Bola:
“O Pa Ji,Aj Kal BLUETOOTH Ka Zamana Hai !”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Jawani or burhapay ka farq btao.
Student: Jawani me mobile me haseeno k numbers hotay hen.
or burhapay mein hakeemo k.
by Pak101.com (few years ago!)
Aap main aur PEPSI main 3 chezain ek jesi hain.
1_Sab ko pasand hai
2_Dono sweet hai
Or
3_Dono mai dimaag ki jaga dhakan laga hai..:-
by Pak101.com (few years ago!)
'Breaking Newz
Tariq Road aur Saddar per 1 car dekhi gayi hai
jis me mein ....'
by Mazhar Khan (few years ago!)