Ploice
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 869 views
Similar Jokes
Sardar:
Bhai Jail Ko Urdu Mei Hawalaat Q Kehty Hen?
Pathan:
Q K Jail Mei Khany Ko Sirf
‘Hawa’
Or
‘Laat’
Hi Milti He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana. Kal
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail-
Ye main bardasht nhi kr skta
Tumare hotel me bohat saari
Makheyan hai
Waiter-
Hukam kre sir
Ap ktni bardasht kr skte hy
Baki ko bahar nekal du ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Son:"dady what is difference between confidence & secret"?
Dad:" u r my son that is confidence .
Ur friend is also is my son that is secret
by Pak101.com (few years ago!)
Jagjit Singh: Ye daulat bhi lelo.. Ye Shaurat bhi
lelo. . . Ye daulat b lelo,ye shaurat b lelo... Santa:
Ye bechara bahut pareshan hai iski aurat bhi lelo..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hey U Know
Which is the best day to propose a girl.. April 1
U Know Why??
If she accept its your luck
otherwise just tell April Foooooll.
by @irha@ (few years ago!)
MOLVII: ... jab mein mar jaun to Saamney
walon ko with family zaroor bulana,
Bevi: wo Q?
.
... .
.
.
.
.
Molvi: Suna hai k Un k Ghar ki Larkiyan Laash se
Lipat Lipat k Roti hen.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Tumhe Rajput Kyo Kehte Hai?
Rajput:
Hum Apni Baat Pe Jaan De Dete Hai Tumhe Sardar Kyo Kehte Hai?
Sardar:Hum Bina Baat Ke Jaan Dete
by Pak101.com (few years ago!)
Gadhon Ki Race!....
10..
9..
8..
7..
6..
5..
4..
3..
2..
1..
Fire!..
aray Bhago sms bad main prhna..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Arz kiya hai…
Itne kamjor hue teri judai se…
Gaur farmaiye…
Itne kamjor hue teri judai se…
Ki chinti bhi ab kheech le jaati hai charpai se!
by Abdul Hannan (few years ago!)