Unniswi Shatabdi Ka Dabang
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole toh gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay.
Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke salmaan khan thein
by Pak101.com (few years ago!) / 927 views
Similar Jokes
Court Me Faisla Howa
90% Pathan Bewakof Hote Hn
Is Pr Pathano Ne Kafi Shor Machaya
Phr Samjhaya Gaya K
10% Pathan Bewakof Nhi Hote
Tab Ja Kr Mamla Thanda Hva.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maine Poocha Chand se...
Kabhi Dekha hai Mere Yaar sa Haseen.....
Chand bola....
12036 Entries Found! :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 night bijli chali gae…
SARDAR APNI BIVI SAY:
oye kam se kam pankha to chala day.
BiWI: kar di na phir sardaron wali baat… pankha chalaingay to mombatti bujh nahin jayegi
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:why doctors wear a mask when they do an operation?
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
Student: For safety. If the patient dies, others can’t find out who did the operation
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Ye Bakra Q Ziba Kia?
Pathan: Manat Mana Tha Wo Poora Ho Gya,
Sardar: Kis Baat Ka?
Pathan: Hmara Murga Gum Hua Tha Wo Aaj Mil Gaya Hai……
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
I really like u.
Girl:
Meri chappel ka size pata hai na?
Sardar:
Lo kar lao gal,
friendship hoi nae,
farmaeshaan shuru.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : you are late today,
school 7 baje lag jata hai or tum ab aa rahe ho???
Student : sir aap meri fikar na kiya kare
aap school shuru karwa diya kare.
by Pak101.com (few years ago!)
Ram Aur Raavan Mein Ghamasaan Yudh Ho Raha Tha,
Achanak Ravan Ne Ram Ke Piche Ek Aadmi Dekha Aur Bola,
Ravan: “Chal Ok Bye”
Ram: “Par Kyun?”
Ravan: “Kuch Nahi Bas Bye”
Ram: “Arrey Bata To Hua Kya?”
Ravan: “Yaar, Tune To Chhoti Si Baat Par Rajnikant Ko Bula Liya“
by Pak101.com (few years ago!)
Car me baithi 1 Lady ne, 1 bhikhari ko 1 rupya dekar,
dua dene ko kaha!
Bhikhari: Car me to baithi ho, ab kya aasmaan me baithogi?
by Farah Awan (few years ago!)
Santa Apni Girlfriend Ke Sath Park Mein Baitha Tha.
Ek Budhe Ne Dekha Aur Santa Ko Bola.
Budha: “Bete, Kya Ye Hamari Sanskriti Hai?”
Santa: “Nahi Ji Ye To Apni Patiala Wali Simmi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)