Car ka tyre
Santa:
Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta:
Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa:
Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta:
Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi
Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha… ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 765 views
Similar Jokes
Phatan train me su su kr k aya..
BV:Ap ka pyjama geela kyu hy?.
Phatan:Toilet mein likha hy“Jisam ka koe b hesa bahir na nekale”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan:tum nai hum ko dhoka diya diya hai...
Dukandar:nahi sar hum nai apko asli radio diya
hai....
Pathan:abe ghada is par likha hai MADE IN JAPAN
magar jab kholo to khetha hai yai hai karachi fm
107.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Jaga Bomb Blast K Bad 1 Admi Chila Raha Tha: “O God! Mera Hath Urh Gaya”
Pathan: Hoasla Karo
Mat Roo, Daikho Us Aadmi
Ka Sar Urh Gaya Hai, Wo B To Chup Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar:mobile aur ptcl me kia farq hai?
Pathan bahut soch kar bola: ptcl me number ungli se aur mobile se angothe se dail karte hain
by Sabir shah (few years ago!)
aik dafa aik hathi aik naddi ma naha rha tha,
k achanak kinary par choha aya aur hathi ko baher any ka ishara kia..
Hathi baher aya tau chohay ne kaha: "Bas theek hai ab tum wapis jao"
Hathi ne pocha: "ye kia baat huwi, mujhe bhulaya q tha?"
Choha bola: "ma sirf ye dekh rha tha k kahein tum mera neiker phen kar tau nhi naha rhy."
by WAQAR (few years ago!)
Question : Why do girls close their eyes while kissing a guy?
Guess…
Guess…
Answer : Yeh ladkiyan ladko ko kabhi khush nahi dekh sakti.
:-O
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Khusre ki Death ho gai
Qabar mein Frishte Aye or Kaha k Utho or Hisab do
Khusra Tali mar k Bola
Maula khush rakhy
“Sano Ditta Ki C”?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa To Doctor: “Main Susu Subha 6 Baje Karta Hu Aur Potty 7 Baje Karta Hu.”
Doctor: “Phir Isme Problem Kya Hai?” . . .
Santa: “Doctor Saab, Par Meri Aankh Subha 8 Baje Khulti Hai.“
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Scientists finally found what was wrong the female brain.
They said the left side had nothing right and the right side had nothing left.
by Pak101.com (few years ago!)
Reporter: Friends of Pakistan ne Sawat/Malakand main mutasaren k liye Karoron dollar dye hain.
Phatan:
Sab jhoot hai hame to Ek bhi Dollar nhi mila sirf Pakstani Rupee mele hy.
by Abdul Hannan (few years ago!)