Pathan Apne 1 Saal K Bache Ko
Pathan Apne 1 Saal K Bache Ko Hosptal Le Kr Gya
Dr: Isko Koi Sakht Cheez To Nai Khelai?
Pathan: Nai Kal Yeh Bohat Ro Rha Tha To Bas 1 Chutki Naswar Di Thi
by Pak101.com (few years ago!) / 1072 views
Similar Jokes
Load Shedding K Fawaaid: Generator,UPS & Candle Walo Ko Rozgar Ki Farahmi Bijli Ka Bill Kam Aiga Mobile Charge Na Hone Se Balance & Time Saving TV Na Dakhnay Say Gunaho Ma Kami Sabr Karney Ki Waja Se Jannat Mein Jaaney K Ziyada Imkanat (A Public.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Aap bohat motay hoty ja rahy ho.
Pathan: Tum bhi to kitni Moti ho gai ho.
Wife: Main Maa bannay wali hon.
Pathan: Main bhi BAAP banny wala hon.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girlfriend Romantic mood me, Aaj ghar mai koi nahi hai, Aajao
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boyfriend :- Tu mere ghar aaja pagli, mere ghar sab log hai
Tera dil laga rahega :P
Moral :- Har ladka kamina nahi hota, Koi sharif bhi hota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa:-banta tum kyon ro rahe ho?
Banta:-dekho ye haathi mar gaya.
Santa:-ohh,kya wo tumne pala tha.
Banta :-nahin,per mujhe iski kabr khodne ka kaam mila hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patni Ne Pati Ko Awaj Dete Hue Kaha: “Suno, Kya Aap Kitchen Se Garam Masala Le Kar Ayenge?”
Pati Gaya Aur Dhudne Ke Baad Bola: “Yaha Par To Nahi Hai”
Patni: “Mujhe Pata Tha Aapko Nahi Milega Isliye Main Pehle Se Hi Le Aayi Thi“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:- MotorCycle k Kitne Tyers Hote hai?
Smart Santa:- 6 Tyre
Teacher(Gusse se): How?
Santa:- 4 Motor k 2 Cycle k!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ek Baraf Ka Tukra Utha Ker Usey Ghour Se Dekh Raha Tha…
Admi:- Kya Dekh Rahe Ho???
Sardar:- Dekh Raha Hoon Key Yeh Leak Kahan Se Ker Raha Hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Ki Shadi Pe Sub Pathan He Aaye Hoye They
Khana Start Hua Tu
Eik Pathan Ne Plate Pe Tissue Paper Dekh Kar Socha
Shayd Yeh Bhi Koi Khanay Ki Cheez Hai?
Jesay He Wo Khanay Laga
Us K Sub Dost Ek Aawaz Mein Chillane Lage
“Oye Yeh Mat Khana”
.
.
.
.
.
.
” Bilkul Pheeka Hai”,.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu: Have you noticed that most heroes are married man?
Appu: Every married man is a hero.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shaitani Chudail Ne 60 Saal Ke Pati-Patni Se
Kaha.
Chudail: “Main Tum Dono Ki Ek-Ek Wish Poori Kar
Sakti Hoon”
Patni: “Main Apne Pati Ke Sath Saari Duniya
Ghumna Chahati Hoon”
Chudail Ne Chhadhi Ghumaai Aur 2 Tickets Aa
Gaye.
Phir Husband Se Puchha: “Tum
Bolo, Kya Chahate Ho?”
Pati: “Mujhe Apne Se 30 Saal Chhoti Wife Chahiye”
Chudail Ne Fir Chhadhi Ghumai Aur Husband Ko 90
Saal Ka Kar Diya.
Moral: Aadmi Ko Yaad Rakhna Chaahiye Ki Chudail
Bhi Aurat Hi Hoti Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)