Santa aadhi raat ko sadak per
Santa aadhi raat ko sadak per akela ghum raha tha.
Police wala: kyun bhai, aadhi raat ko akele ghumne ki kya wajah hai?
Santa: wajah hoti to ghar pahunch kar kab ka apni biwi ko bata diya hota.
by Pak101.com (few years ago!) / 1165 views
Similar Jokes
aek pthan jab kam pr aya to us ny apny dost sy kaha mein aj apni wife ko kiss kr ky aya hoo
to us ka dost bola usy to mein ny bhi kiss ki to pthan bola pehly to mein ki thi na...
by Mazhar Khan (few years ago!)
GOLU: Tum bheek Q mangte ho kuch kaam kyon nahi karte
Bhikari: Sahab kaam to tabhi karu jab is dhandey se fursat mille
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar : Sitting on The Top of the Mountain and Studying….
When a person asked what he was doing….
He replied… Oye!! Higher Studies Yaar…!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hindi Wife: Raat ko aap peeke gutter mein gir gaye the.
Funny Hindi Husband: Kya bataoon, sub galat sangati ka asar hai, hum 4 dost... 1 bottle, aur woh teeno kambhakt peeten nahin.
by Pak101.com (few years ago!)
Kiya Aap K Ghar Walon Ko
Pata Hai k Aap Pagal Hen.??
.
Haan Ya Nahi Me Jawab Den.
Agar Aap Ny Jawab Na Diya To
Yaad Rakhen,
Khamoshi Ka Matlab Haan Hota Hai.. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: I wish I was a newspaper so I would be in ur hands allday.
Husband: I too wish that u were a newspapers so I could have a new one everyday.
by tanveer hussain (few years ago!)
jab jab humein pyaas lagti he,
unke aane ki aas lagti he,
unki dewangi main hum ho gay itne dewane,
k har larki ki maan apni saas lagti he!
by Mazhar Khan (few years ago!)
3 women:
Topic: Husbnds se kaam krwana
American:
maine husbnd se kaha k ainda khana tum pakao gy
2nd din us ne kuch na kia
3rd din usne rost bna lia
German:
maine husbnd se kaha k ainda ghar ki sfai tm kro gy
2nd din wo chup raha,3rd din pora gar saaf tha
pakistani:
maine un se kaha k ainda kapry tum wash kro gy,apne sab kam khud kro gy
agly din mujhy kuch nazar na aya
2nd din bi kch nazar na aya
3rd din aankh ki sojan kuch utri to kch nazar aya..:-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
jaaj . (mulzim say) tum jantay ho jooth bhool kar tumhay kahan jana ho ga …
Mulzim .. dozakh mein
Jaj … aur such bhool kar //
mulzim …. sarkari jail khanay mein .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Traffic Police Wala Budhiya Se:-
Main Kitni Dair Se Siti Baja Raha
Tha, Aap Ruki Q Nahi
Budhiya:- Beta
Ab Meri Siti Sun K Rukne Ki Umar
Hai Kya :D
by Pak101.com (few years ago!)