pankha to chala do
Pathan:”Light nahi hai to kambakht pankha to chala do”.
Pathan:”Light nahi hai to kambakht pankha to chala do”.
BV:”aakhir pathan hi ho na aqal to hai hi nahi, pankha chala diya to mombatti bujh jayegi :)
by Mohammad Ali (few years ago!) / 936 views
Similar Jokes
Students ki 7 Nishaniyan
1- Ratta marny ko Mehnat Kahna
2- Har semester mai ye azam karna ke "Es Semester mai sath sath Parhunga"
3- Mobile Off karky parhna owr 5, 5 mint baad mobile ON karke dekhna ke koi msg tu nahi aya
4- Group study mai bar bar kahna ke "Agar ab kesi ne chawal mari tu group se bahir"
5- Parhny se pahle Course ke Page ginna owr gin kar khof se band kar dena
6- Har Lecture ke End mai sath wale larka se pochna "yar tere pas kal wala lecture hai"
7- Yaar apni Degree ka koi Scope nahi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir ussay zoo ka khayal aaya hoga..
by Pak101.com (few years ago!)
Admi: Tum Bahaduri Wala Konsa Kaam Kar Sakte
Ho?
Pathan: Mein Saanp Ke Saath Khel Sakta Hoon...
Admi: Woh Kaise??
Pathan: Hamare Mobile Mein Snake Wala Game Jo
Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pathan dosre pathan se!
Yar suna he 2012 tk duniya khatm hojye gi
Dusra pathan:
Asa nhi hoga me ne kal washing machne khridi hy us
pe 2014 tk ki guarnty hy.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
'Pagal Khanay Ka Incharge:
Aap Theak Hain, Is Liye Aapko RELEASE Kya Ja Raha Hai.
Magar Afsos K Kal Jis Pagal Ko Aapne Swimming Pool Mai Doobnay Se Bachaya Tha,
Aaj Usne Phanda Daal Kar Khud-Kushi Karli.
Pagal: Us Ne Khudkushi Nahi Ki Hai.
Woh To Maine Usay Taang Diya Tha Sukhanay K Liye.'
by Asim Raza (few years ago!)
Sunny: Kal movie dekhi, usme na koi scene tha, na koi aawaz.
Bunny: Naam kya tha film ka.
Sunny: NO DISC
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
At the Indo-Pak border, an Indian officer shouts at a Pakistani spy,”Goli maar dunga!” The
Pakistani spy replies, “Goli se darr nahi lagta sa’ab, ‘Kohli’ se lagta hai!”
by Pak101.com (few years ago!)
Teri zindagi me koi gam na ho,
teri khushi kbi kam na ho
dua hai tujhe mile aik pyari si dulhan
jis ka wazan 3 maan se kam na ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar angraiz se:hum ne 1 aisi cheez bnai hy jis se insan dewar k aar paar daikh skta hay.
Angraiz hairan ho krwoh kya ??
Sardar"MORI"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
How Did A Rat Propose A Cat?
..
..
..
..
..
..
..
..
?
?
?
?
?
O Billo Rani
Kaho To Abi Jan Dey Dun
by Tanveer Hussain (few years ago!)