Pakistan Zinda Baad".
Mein tumhe pyaar ke teen lafz kehna chahta hoon... woh teen Lafz jo tumhara dil tak pahooch kar, tumhe gehraayi tak chhooh jaye. Yeh teen Lafz mere dil se nikal kar, tumhara dil par zaroor chhah jayenge. Ab sunlo yeh pyaar ke teen Lafz - "Pakistan Zinda Baad".
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 934 views
Similar Jokes
Teacher: Batao Zamin Or Chand Ka Apas Me Kya Rishta He
Pathan: Bhai Behn Ka
Techer: Wo Ksy?
Pathan: Q K Log Chand Ko Mamu
Or Zmeen Ko Maa Khty Hen.
“Geo Pathan”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa joins as accountant
Wo Pen ke sath scissors bhi le jata hai pucha kyon
Santa: Mujhe Cheque bhi to Katane hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Will you marry , after i die .
Wife : No i will live with my sister.
Wife : Will u marry , after i die .
Sardar: No i will also live with your sister.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
pathan cycle par jaa rha tha key galti se qabristan me ghuss gya aur jub bahir nikla toh bola
uffff.... khudaya ye konsa road tha jiss mein itna jump tha
by amir kamal (few years ago!)
Sir: Ager tum 1jungle mein ho or wahan sheir aa jaye to tum kya karo ge?
Boy: Main darakht per charhon ga
Sir: Ager wo sheir darkhat per b aa jaye to?
Boy: Main Pani mein kood jaun ga
Sir: Ager wo Pani mein b aa jaye to? . . .
Boy: Ustad G.. Sheir nal pen viyai hai jo odi side le rae o…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan ki girlfriend ne Pathan se pucha:
Jab hamara mangni ho to tum humain ring de ga na?
Pathan:
Wai Qurban,
zaroor dega
?
?
?
batao ring PTCL pe de ya MOBILE pe?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to? Banta : Illeagal...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: Merey pas apney dost jesi car
to nahe pr tumhe apni palkon pe bitha k ghumaun ga!
Merey pas us jesa bara bangla to nahe
pr tumhe apney dil me jaga donga!
Mere pas us jitne paise to nahe
pr main mehnat mazdoori kr k khilaun ga.
Aur tumhe kya chahiye?
Girl: chawlaan na mar
Dost da numbr de.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Kutta punch Q hilata hai ? . . . nahi pata Ans :- Qki punch me itni takat nahi hoti K wo kute ko hila sake. ha ha ha...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU Radio Theek Karwane Gya
Dukandar:Radio To Theek He
Bas Mousam Kharab Hone Ki Waja Se Chal Nai Raha
GOLU:Theek He
Te Mousam Nawa Pa D
by Tanveer Hussain (few years ago!)