Santa ka ghada kho gayaa tha
Santa ka ghada kho gayaa tha aur waha bahut khush tha
Banta: arey, tumhaara ghoda kho gaya hai aur tum khush ho? jyu?
Santa: main is liye khush hoo ke jab vo kho gaya to main uske saath nahi tha. hota to main bhi kho jaata na!!!
by Pak101.com (few years ago!) / 835 views
Similar Jokes
A Sardar & his wife filed an application for divorce.
Judge asked :
How will you divide, you have 3 children?
Sardar replied :
Ok! We will apply next year.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek darzi logon ke kapray le kar farar hogia
.
Koi kehta mairi shalwar
Koi kehta mairi Qamees
.
1 Pathan bhi ro raha tha, Logon ne pocha tum kion ro rahy ho?
Pathan: Hamara Naap le gia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa Ghalti Se Motorcycle Qabristan Me Le Gya
Aur Bola- Ye Pehli Sadak He
Jis pe Itne Speed Breakers He
Aainda Hm Is Sadak pe Nai Aayega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Golu, Molu se : aaj meri bakri ne pehla anda diya hai! Molu : bakri kaise anda de sakti hai? Golu : arre yaar maine apni murgi ka naam bakri akha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Principal ROUND pe nikla. dekha 1 teacher 1 ladki ko
kiss kar raha hai.
PRICIPAL - what is this ?
Teacher - Maar se samjahti nahi, isiliye PYAR se samjha raha tha
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:i love u
girl:so jao
boy:i will die 4 u
girl:so jao
boy:i can't live without u
girl:so jao
boy:i will send u easy load
girl:realy
boy:so jao
by Sabir shah (few years ago!)
Gujarati Babu aur Hindi Babu Jurassic Park movie dekhne jate hain.
Dinosaurs screen ke paas aa raha tha. Gujarati Babu darke seat ke neech chhup gayi.
Hindi Babu: Kyon Gujarati Babu, kya baat hai? Dar kyon lag rahi hai. Cinema hi to hai.
Gujarati Babu: Mein Insan hoon aur akkal hai, pata hai ki cinema hai. Lekin voh to janwar hai, usko kya pata?
by Pak101.com (few years ago!)
Log ap ko bura kahe D0NT MIND
Pagal kahe gussa na hona
Jahil kahe to b cool rahna
Lekin agar khobsurat kahe to
rakh k chamat marna Q k mazaq ki b 1 had hoti ha
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
wife:mere irade bade nek hai,aap 1000 me se 1 hai. Husband: dimag ke hum bhi don hai,pehle ye bata kamini,baki ke 999 kaun hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Santa shayari karte hue: insurance wale bhi kya gajab dhate hain….
Insurance agent: kya?
Santa: insurance wale bhi kya gajab dhate hain logo ki biwiyo ke pas ghanto baith kar unke pati ke marne ke fayde samjhate hain.
by Pak101.com (few years ago!)