Ek purani adakara ek qasbey mein gyee
Ek purani adakara ek qasbey mein gyee to log us key gird jama ho gyey. Woh khushi key aalam mein boli, “Aaj 35 saal ki umer mein bhee utni hi maqbool hoon jitni 15 saal ki umer mein thee”
Abhee woh khamosh hui hi thee key ek nojawan bol para, “Kia waqai aap ki umer 35 saal hey?”
“Beshak!” adakara ney jawab diya
“Aap ko apni woh film to yaad hi ho gi jis mein aap ney ek bewa ka role kiya tha, or woh bacha bhee yaad ho ga jis ko us film mein loriyaan suna suna ker sulaya kerti theen”, nojawan ney poocha.
“Haan haan, bilkul yaad hey, aisey lagta hey jaisey kal ki baat ho” adakara boli.
“Mein wohi bacha hoon, or meri umer 35 saal hey”, nojawan ney sanjeedgi sey jawab diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta- yeh hathiyaar kya hota hai?papa-beta hathiyaar woh hota hai,jisse hum ladte hain.beta- isska matlab mummy hathiyaar hain..gud afnoon
by Pak101.com (few years ago!)
If u marry one girl she will fight with you
BUT
if u marry two girlz they will fight for u..
by Abdul Sami (few years ago!)
TALEEM soch samaj kar chora mairy doston
Kionke
.
Khota 30.000 ka
Owr
Reedri 15,000 ke hogia hai
by inayat khan (few years ago!)
Boy Teasing A Girl: Ae Chalti Kiya?
Girl: Kaha?
Boy: Wherever You Say
Girl: Ok Lets Go Shopping
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy: Kasam Se Didi , Aapke Sath Toh Na Mazak Krna Bhi Gunaah Hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa, Banta & Bobby were going on a motorcycle:
Policeman gives hand to stop.
Santa shouted: Oye pagal, pehle he 3 bethe hain tu
kahan baithega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan 15 saal se Allah Se Awlaad ke lie dua mangta raha
.
1 din Pathan ke pas Farishta aa kar bola:
"Khan sahb tujhe Allah ka wasta hai
Pahly Shadi tu kar le"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Munna:e sarcit ek bata agar bhains ko akal aa jaye to kya hoga?
sarcit:simple h bhai wo khud doodh me pani milana shuru kar degi.
by Pak101.com (few years ago!)
Chintoo : Aaj maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka. Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Servant: Bijli Deen
Boss: Ye kaisa naam hai?
Servant: Sir, pehle unka naam Chiraag Deen tha, lakin jab se Science ne taraki ki hai unhon ne apna naam Bijli Deen rakh lya ha
by Pak101.com (few years ago!)