Clinic k age lambi line lagi thi
DR. k Clinic k age lambi line lagi thi,
1 aadmi bar-bar line me ghusta tha,
log use piche kr dete the,
Aadmi bola- Lage raho salo, mai bhi clinic nahi kholunga.
by Pak101.com (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
Ustad: Agr me tmhary walid ko Rs. 5000 dun,un ko 2000 ki zarurat ho to ktne wapas mil jaenge?
Student: 1 b nhi
Ustd : wo Hisab nhi janty?
Student: ap mre baap ko nhi jannty
by Abdul Hannan (few years ago!)
Boss nokar se: tum kisi kaam se jate ho to 2,3 ghantay tak wapis q nh aate
nokar: aap ne hi to kya tha k bijli k tarha jao or bijli ke tarha aao
by Nilesh Kumar (few years ago!)
Santa by mistake goes into a ladies toilet.
All ladies suddenly stand up
Santa : Izzat dil me ho yehi kaafi hai, Baitho Baitho…:)
by Pak101.com (few years ago!)
Golu: Doctor sahab, yeh dawai saarey shaher mein kahin bhi nhi mili.
.
Doctor: Arey, dawai to mai likhna hi bhool gaya,
yeh toh mera signature hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Dukhi Hokar Apne Dost Banta Ke Ghar Jata Hai Aur Banta Se Bolta Hai.
Santa: “Yaar, Mujhe Apni Biwi Se Talak Chahiye”
Banta: “Lekin Kyu Akhir Aisa Kya Hua?”
Santa: “Wo 6 Mahine Se Baat Hi Nahi Kar Rahi”
Banta: “Ek Baar Phir Soch Lo Aisi Biwi Sirf Kismat Walo Ko Milti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!)
Bv:ap ki birth day k lye itna kemti sweet kharida hai k bus
Husband:acha zara dekhao kaisa hai
Bv:me abi pehan k ati hon
by Sabir shah (few years ago!)
America ny ek choor pakerny wali machine banai
Jisny America main 30 minute main 30 choor pakray .
ENgland main 30 minute main 50 chor aur india main 30 minute main 100 chor pakray jab wo machine pakistan lai gai to 15 minute main
.
.
.
Wo machine he chori ho gai .
Geo pakistan ..
by Zia Rasool (few years ago!)
Ques: Agar dunia mai bejli nahi hoti tu TV kesay daikhty?
.
Pathan: Mom-batti jala ke !
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Arz kia Hai!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
wah wah!
Kabhi Tum Ghor Se Dekho Aaina.
Khud hi Hans Kar kaho gy,
MADE IN CHINA . Hahahahahahahaha
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)