Last Semester

Teacher to Student : Last Semester you were roaming
with that girl and this semester you are roaming with other.
What you think of yourself?
Boy : Syllabus changed mam.

by Mohammad Ali (few years ago!) / 1129 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Google Bhi Fail Ho Gaya

Technology Has Its Own Limitations.

Google May Be The Most Powerful Search Engine,

But…………….

Mandir Se Ghum Hui Chapple, Google Ka Baap Bhi Nahi Dhund Sakta!

by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad shagird se: Baal baal qarze mein jakre hona

Ustaad shagird se: Baal baal qarze mein jakre hona ka jumla banao. Shagird: Us ka baal baal qarz mein jakra howa thaa lahaza us ne baal katwa diye aur aab woah ganja phirta hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Batao Haathi or Ghoray

Teacher: Batao Haathi or Ghoray Main Kia Faraq Hota Hai?





Student: SIR Ghoray ki 1 Taraf Dum Hoti hai,

Aur Haathi ki Dono Taraf.

by Pak101.com (few years ago!)
Student

1 student ne MBA ka form bharty howe 'Watchman' se pocha:
Janab ye university kaisi hai?
.
Watchman: Boht achi university hai, Mai ne bhi yahan se MBA kia hai.

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Yeh chaaku kyun ubaal

Banta: Yeh chaaku kyun ubaal rahe ho?

Santa: Suicide karne ke liye

Banta: Toh phir ubalne kyu, kya zaroorat hai?

Santa: Kahin infection na ho jaaye!

by Pak101.com (few years ago!)
student life

Teacher: JAWANI owr BURHAPAY mai kia farq hota hai?
.
Student: JAWANI mai mobile mai HASEENO ke numbers hotay hai, owr BURHAPAY mai HAKEEMO ke

by inayat khan (few years ago!)
Ek sheikh doctor k pass gaya or bola

Ek sheikh doctor k pass gaya or bola
k ghar ja ker mareez check karnay k kitnay pesay logay?
Doctor:300 rs.
Sheikh:chlain doctor sahab.
Ghar puhanchay to docor ne pocha k mareez kahan hai?
Sheikh: mareez koi nahi hai,
Taxi wala 500 mang raha tha

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek chota bacha dusre se

Ek chota bacha dusre se: Agar din mein suraj na nikla to kya hoga?

Dusre bache ne jawab diya: Bijli ka bill bhad jayega

by Pak101.com (few years ago!)
Confidence To Dekho Aajkal Ki Ladkiyo Ka

Mujhse Wo Kahti Hai,
Ke Tumhari Zindagi Ko Jannat Bana Doongi.
.
.
.
Banani Usko Maggi Bhi Nahi Aati,
Confidence To Dekho Aajkal Ki Ladkiyo Ka.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor Aur ALLAH Ko

Doctor Aur ALLAH Ko Kabhi Naraz Mat Kerna Q K Jub ALLAH Naraz Ho To Wo Doctor K Pas Bhej Deta

Hai Aur Jub Doctor Naraz Ho Wo ALLAH K Pas Bhej Deta Hai.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Wife: khane main kya banau?

Dhokha Nahin De Sakte

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

Bania’s son

Girl's Wish For Life Partner

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Boy and girl of class 2

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook