Jab Dekho tab
kya Baat hai, Jab Dekho tab Pregnant Hi Rahate Ho Yaar, Jab Bhi Message karta Hu,
Tumhare Delivery Report Aa Jati Hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 991 views
Similar Jokes
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k thak gaya
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra pasand nahi aaya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat: Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi lene aayi thi :P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Sardar Ne Pathan Ki Beti Ka Rishta Maanga
Pathan Ne Sardar Ko Bohat Mara
Maar Kha Ke Sardar Utha
Kapre Jhaar Ke Bola
Phir Khan Sahab Me Inkaar Samjhu?
by Pak101.com (few years ago!)
Gahak: Kamal hai 1 Ghanta Pehle Tum is
BAKRI K 1000 Rupye Mang rahe he Ab Q 1100
Mang rahe ho?
.
.
Pathan: Ye Abhi mere 100 Rupey Kha Gai Hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan hospital k bahar zor zor se ro raha tha,
Kisi ny poocha k q ro rahy ho?
Pathan :
20 saal k baad beta paida hua wo bhi
chota sa...:-)
by @irha@ (few years ago!)
Child:
papa ammi ka pait itna kyun phoola hua hai?
Dad:
kamine tujhy sab pata hai!!
... .........
Child:
Promise ni pata
Dad:
beta pani bharra hua hai
Child:
Bhai tou doob gya hoga :X
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma…
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher(class mein pdhate hue):Bacho aayker, bikrikar, bhumikar se milta julta koi aur word batao
Nishu: Sir, ek nahi 3 words suno “Sunil Gawasker, Sachin Tendulker aur Dilip Vengserker”
by Pak101.com (few years ago!)
1 car se Popat takra ke behosh ho gaya. Admi popat ko ghar le gaya. Pinjre me rakha. phpat Uth ke bola: AILAA... JAIL ? wo driver Mar gaya kya ?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Correct the sentence,
“A bull and a cow is grazing in the field”
Student : “A cow and a bull is grazing in the field”
Teacher : How?
Student : Ladies first
by Pak101.com (few years ago!)
Dulha Kmray Me Aatay Hun
Chair Se Takra K Gir Gya,
Dulhan (Ghabra k)Waqas Bhai
Aaram Se…
MORAL:Or Kro CznO sy Shadi
by Pak101.com (few years ago!)