tum hathory se darwazy ka
Baap: beta, tum hathory se darwazy ka cement kiun ukhar rehe ho?
beta: abu pehle tu ap mana nahin karte thy?,
baap: pehle hum karay k makan main rehte thy , abb yeh makan hum ne khareed leya hai
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 993 views
Similar Jokes
Aik Sardar G Kahin Ja Rahe Thay
K Dewar Pe Parha
PARHNE WALA Kutta
Sardar G Ko Bahoot Ghussa Aaya
Tou Mita Ker Likh Diya
Likhne Wala Kutta
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:Duniya mei sabse dukhi aadmi kaun hai?
Banta:Bechare Rickshaw wale!
Santa:Kaise?
Banta:Q ki ladki kunwari ho ya married "BHAIYA"
hi bulati ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dil to karta hai k tere hont choom lonp
magar
teri behti naak ne mera irada badal dala
by Sabir shah (few years ago!)
Kashmir Ki Vadiyon Mein,
Barfilee Hawaon Mein,
Neele Gagan Ke Neeche Jheel Ke Kinare,
Gehri Soch Mein Baithe Majnu Ko Laila Ne Kya Kaha?,
Yahi Ki
Stupid, Hero Matt Ban Sweater Pahan Le … Thand Ho Rahi Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
A lawyer was filling out a job application when he came to the question: "Have you ever been arrested?"
He answered no to the question.
The next question, intended for those who answered the preceding question with a yes, was "why?" Nevertheless, the lawyer answered it "Never got caught."
by Pak101.com (few years ago!)
How Did A Rat Propose A Cat?
..
..
..
..
..
..
..
..
?
?
?
?
?
O Billo Rani
Kaho To Abi Jan Dey Dun
by Pak101.com (few years ago!)
1 Chor Ne Apni Mangetar Ko Gold Ka Set Diya.
Mangetar (Khushi Se):
“Jaan Is Set Ki Qeemat Kya Ha?”
Chor:
“3 Saal Qaid aur beshmar littar.”
by Pak101.com (few years ago!)
A Boy Can Do Everything For Girl
Now reverse da order, can u guess the full form of: G F E D C B A ?
Girls Forgets Everything Done & Catches(new) Boy Again.
by @irha@ (few years ago!)
Koi PYAR Karnay wala Agar DUKH Day
Aur Aapki Aankho May Aansu Aa Jaye To Is Yakeen
k Saath Aansu Saaf karna
k Ab is Kaminay Ki Bhi Watt Lagani Hai Zaroor!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maa: Beta ya Kar Rahe Ho??
Beta: Padh Raha Hoon.
Maa: Shabash! Kya Padh Rahe Ho??
Beta: Ji, Film Shole Ki Story..
by Pak101.com (few years ago!)