main tumhain day kr
Husband:
Me Tmhain Talaaq De kr
Dosri Shadi Kru Ga…
Wife:MGr Q.?
Husband:
Imran khan Ne kaha hai
Khush Haali K liye”Tabdeeli”Zauri
ha..
by A. Sami (few years ago!) / 1197 views
Similar Jokes
Kitchen mein cooker aur kadai hote hain...
Cooker: haye tu kitni kaali hai.
Kadai: Sale phir bhi mujhe dekh kar seeti marta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Hamare Desh Ki Aausat Mrityu Dar Kya H?
Banta: 100%.
Santa: Kaise?
Banta: Jo Paida Hota H, Wo Mar Hi Jata H.
by Pak101.com (few years ago!)
Sarkari Bas Me Bethna Nahi
Sarkari School Me Padhna nahi
Sarkari Dawa Khane Me Davai Karvani Nahi
Aur
.
.
Nokri Chahiye To Sarkari.
Wah PAKISTANI Wah.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Kal maine Hinjaro ke Raja ko dekha tha
Banta: Kahan, kya naam hai
Santa:Yuvraj Singh, Sab usko angreji me bol rahe the, SIXER KING
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan:
Dhiyaan Se Dekh Neechey
Andhay
Four Wheel Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Technology Impact:
Year 2050 Mein Pita Gusse Mein Apne Nursery Ke Bache Se:
.
.
Mene Tumhe Hazaro Baar Bataya Hai…..
.
.
.
Ki Tum Vastav Mein
.
.
.
Paida Hue The Na Ki Download…
by Pak101.com (few years ago!)
Ranjha ne bansri bajai heer daur k aai,
majnu ne been bajai laila bhag k aai
aur hum ne seeti bajai wo apne abu ko le aai.
by Sabir shah (few years ago!)
Father:ap history k paper me fail kiun howe ho?
Son:dad us k tamam sawalat meri padaish se pehlay k the.
by Sabir shah (few years ago!)
TEACHER: Us ne KHUDKUSHI kar li
Usey KHUDKUSHI krni pari
Dono me fark batao?
STUDENT: Pehla Parha Likha Berozgar Tha,
Dosra SHADI SHUDA tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)