girl friend bhi saath hai.
Bhikari: Baboo 10 Rs. ka sawal hai, chaay (Tea) peenee hai.
Aadmee: Lykin chaay tu 05 Rs. ki aati hai.
Bhikari (sharmatay hoay): Woh meri girl friend bhi saath hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 590 views
Similar Jokes
Chota Sardar:”Amma” Raat
Main Bathroom Da Darwaja
Kholiya Te Light Aapi Jal
Pae
,
,
,
,
,
,
AMMA,Way Haraam Diya, Tu
Fir Frej Wich Mutar Kr Ditta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Two cockroaches sitting in washroon eating potty.
One said to other: Yaar mujhe potty aa rahe hai.
Other said: Yaar khane ke time pe to aise batain mat kiya karo.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardarji Standing Below A Tube Light With A Open
Mouth..
WHY?Because His Doctor Advised Him “Todays
Dinner Should Be Light”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU :chilkay samait KELA kha raha tha.
MOLU: Is ko cheel to lo.
GOLU: Cheelne ka kia zarurat hai,hum ko yaqeen
hai is k andar KELA he hai.:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa : “I M Going” Ka Kya Matlab Hota Hai?
Banta(Khub Soch Ke) :
Me Ja Raha Hu
Santa(Gusse Me) :Oye!Nahi Jane Dunga.Pehle Matlab Bata
by Pak101.com (few years ago!)
Meri mohabbt ka bhi kya ENDING tha.. meri mohabbt ka bhi kya ENDING thaprapose kiya tha mene use SMS pe jo uske SHADI tak PENDING tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apni Patni Ko Bata Raha Tha.
Santa: “Aaj Kisi Ne Mere Baap Ko Gali Di”
Santa Ki Biwi Preeto: “Accha, Fir?”
Santa Khush Hote Hue: “Par Mene Bhi Kasar Puri Kar Di Uske Baap Ko Gali Deke”
Preeto: “Lekin Vo Thha Kon?”
Santa: “Apna Beta, Pappu“
by Pak101.com (few years ago!)
3 Chehray Insan ko kabhi nahi bhooltay..
Ek Mushkil mein sath dene wala,
Doosra Mushkil main sath chor janay wala,
Teesra
"Misbah-ul-Haq"
jo mushkil mein na sath deta hy aur na sath chorta hy.. :)
by lescol (few years ago!)
khaali haat aap aaye the huzoor
khaali haat aap jaayenge zaroor
hamein sms na kar ke
kitne chillar bachayenge huzoor
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Bhi Ajeeb Kaum Hai Doston.
“Ghusse Se Bole Toh Dar Lagta Hai Ke Maare Na”
Or
“Pyaar Se Bole Toh Bhi Dar Lagta Hai Ke Kahi Maar Hi Na Le“
by Pak101.com (few years ago!)