boss to worker
Memon Boss 2 worker: Tumne is saal Mehnat se kam kai,
Islie
.
.
.
5000 ka Bonus Cheque de raha Hun,
.
.
Agar isi Tara kam karo ge to agle sal ispar sign kardunga.......
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1381 views
Similar Jokes
Ek Pathan Phone Karta Hay
To Awaz Ati Hay: Is Call K Liye Apka Balance Naa Kafi Hy
Pathan: Koi Bat Nahi Behan!
Tum Hum Se Bat Käro Itnä Hi Käfi Hay
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan: oye teray chotay bhai ki moonchain hen or teri nahi hen?
Aisa kiun?
2nd Pathan: Is main kiun wali kya bat he?
Wo Abu pe gya he or me ammi pe.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher asks student: What is the half of 8?
Student: Miss horizontally or vertically?
Teacher: What do mean?
Student: Horizontally it is 0 and vertically it is
by Pak101.com (few years ago!)
pathan proposed girl with romantic poetry:kutta
mar gaya razai me,mai pagal hoon teri judai me.
gobar pay machar beth nahi sakta pathan teray bin
reh nahi sakta.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
wa sardar sahib kia body hai
Iss pr sardar bola ……….
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Son: Papa Good News Hai.
Papa: Kya?
Son: Aapko yad hai aapne kaha tha k agar mai Exam mai Paas ho Jaun To mujhe 5000 denge.
Father: Haan
Son: Aapke 5000 bach gaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Kiya Aap K Ghar Walon Ko
Pata Hai k Aap Pagal Hen.??
.
Haan Ya Nahi Me Jawab Den.
Agar Aap Ny Jawab Na Diya To
Yaad Rakhen,
Khamoshi Ka Matlab Haan Hota Hai.. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!
Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!
Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!
Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!
Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
pathan cycle par jaa rha tha key galti se qabristan
me ghuss gya aur jub bahir nikla toh bola
uffff.... khudaya ye konsa road tha jiss mein itna
jump tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Injection room ke baahar notice board
Koi mar nahi jata injection
lagwane se Galib Bass
uthne baithne ke andaaz badal jaate hain… ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)