Pathan
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 881 views
Similar Jokes
Parents To A College Watchman:
Is This College Good..?
Watchman: Probably The Best
I Did My Engineering Here
&Got Immediate Placement
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek moti aurat ne Doctor se puchha…
Aurat: Maine suna hai ki khelne se motapa kam hota hai, par mujhe to koi farq hi nahin pada!!
Doctor: Achcha!! Kaunsa khel kelti hain aap?
Aurat: Chidiya udd, Tota uddd!
by Pak101.com (few years ago!)
aik darzi zari store par gya or dokandar se bola,bhai sahib kya gale millein gain. Dokandar, han han bhai kune nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik pthan yar aaj meri jumme ki namaz nikal gai
2nd pthan woh kese ?
1st .yara jab jamaat khara howa to imam bola apna apna mobile phone band kr do hamara mobile ghar par tha jab hum mobile band kr k wapis aaya jamaat ho chaka tha
by Pak101.com (few years ago!)
Band Clinic Ke Aage Lambi Line
1 Sardar Bar-Bar Line Me Ghusta
Log Usko Pakad Ke Piche Phek Dete
Srdr:Lage Raho Salo Mebi Clinic Nahi Kholuga
by Pak101.com (few years ago!)
American : "our dogs find bombs"
Japanese : "our fish play footballs"
Pakistanis : "ye to kuch bhi nahi hamaray to gadhay bhi sms parh laitay hain"...
by Shak143 (few years ago!)
The best shair written on A rickshaw!
Ferrari ka Baap, Nissan ka Nana…
Yeh rickshaw chala raha hai pathan deewana
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Padosi:Yar tere ghar se Hmesha Hasne ki Awaz aati h Khushi ka Raaz kya h...m? Husband:Meri BV muje jute marti h Lag jaye to wo hsti h,na lge to me hsta hu..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Chor, Police Se Chupta Hua 1 Tuti Qabr Me Lait Gya.
Qareeb Se Kuch Pathan Guzray
To Unho Ne Socha Ke Shayed Log Mayat Par Matti Dalna Bhool Gaye. Fatta Fatt Matti Dalna Shuru Kar Di
Chor Bola: “Bachao Bachao”
Pathan: “Oh Khocha Jaldi Jaldi Matti Daalo Is Par To Azaab Shuru Ho Gaya Ha..
by Pak101.com (few years ago!)
Husband & wife are like liver and kidney.
Husband is liver & wife kidney. If liver fails, kidney fails.
If kidney fails, liver manages with other kidney
by Pak101.com (few years ago!)