Bhagwaan Ke 100 Saal
Ek Admi Ne Bhagwaan Se pucha
he bhagwaan kripya mujhe ye bataye ki
100 saal apke liye kya hai?
bhagwaan ne kaha : mere liye wo ek second ke barabar hai.
Man: To Fir Ek crore rupees aap ke liye kya hai?
GOD: Ek Rupye Ka Sikka (coin).
MAN: Chalo Fir mujhe Ek coin dedo.
God: Ek second ruko Abhi Deta Hu....
by Pak101.com (few years ago!) / 891 views
Similar Jokes
Bacha:- Bhagwan kare teacher ki
zuban cut jaye. Roz roz dant ti hai.
Next day zuban cut gai..
Bacha :- Bhagwan kare master ka
hath toot jaye. Tang krta hai...
bahut marta hai.
Next day hath toot jata hai...
Bacha :- Bhagwan mere BAAP ko
utha le.
Bahut marte hai.Next day baap ghar aate hain,
Bacha :- Papa Aapko kuch nahi
hua ??
Baap :- Nahi kyo
Bacha :- Maa kahan hain...??
Baap :- pados me SHARMA uncle ki death ho gai hai, wahan Gayi
hain...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Ye Bacha Tmara Kia Lagta Hy?
Pathan:Ye Hmara Dooor Ka Sagga Bhai Hy
Srdar: Dooor Ka.Saga Bhai?
Me Samja Nai
Pathan:Is K Or Mere Drmiyan
13 Behen Bhai Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Mareez Nurse se:
Pani pilado...!
Nurse: kya pyas lagi hai?
Mareez (ghusse se):"Nahi"
Gala check karna hai kahi se "LEEK" to nahi....
by Pak101.com (few years ago!)
Chota baby- mummy raat ko jab me susu karne gaya to bathroom
Ki light jal gayi,
Mummy- haramjade tu aaj fir freeze me susu kar aaya…!!
by Pak101.com (few years ago!)
pappu In Lift.. Girl : Mehnga Perfume Laga K Lift Me Ayi, Or pappu Ko Akad K Boli Cobra Perfume, Rs.6000..:)
.
2nd Girl Ayi : Jasmeen
Perfume"rs.7000 .. :)
.
Achanak Lift Ruk Gayi Or Khuch
Smell Aayi
.
Dono Ladkiyon Ne Apna Naak Pakda Or pappu Ko Dekhne Lagi... :
.
pappu With Smile:- "Muli" 14 Rupey
Kilo.....
.
pappu Madhosh Ladkiya Behosh.
by Pak101.com (few years ago!)
Admi: Mujhe Sardar Banado
Doctor: Us Ke Liye Tumhara 50% Dimag Nikalna
Paadega
Admi: Nikal Do, Doc Ne Galti Se 90% Nikal Dia
Admi Hosh Ma Aa Ke Bola: Kocha Ye Tumne Kya
Kardiya?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Small boy: Dad can you write in dark??
.
Father: Yes I can do but what do you want me to write?
.
Small boy: You name on my "result card"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar saying to his friend- yaar meina compeny
ke computer ko jor jor se chalaya button dabaya to
computer bolta he
“what r u doing”. Meine computer ko na main
switch se band ker diya or bhag gaya.
Dusra Dost- kyon?
Sardar yaar computer has a good mind wo Malik ko
bata dega to…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Exam me teacher ne nakal karne di aur kaha bahar jake na kehna ki meine nakal karai hai.
Santa : Na jee na hum kahenge sir to bahut kamina tha, kutte ne seat se hilne bhi nahi diya!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan at Shop: Bhai 1 Rupay ka Easyload Kardo.
Shopkeeper: Itna Load Karwa k Call Karni Hai ya SMS.
Pathan: Karna to Kuch Nahi,
Bus Aise He Paise Urrane Ki Aadat Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)