ak KANJOOS
ak KANJOOS ak admi ko hotle lay gaya.
to KANJOOS osay bar bar ak ak glass pani ka la kar pelata hai.
ADMI tang ho kar KANJOOS say.
bhai sahab tori se roti lay ao halaq main pani panse gaya hai.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 892 views
Similar Jokes
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by Pak101.com (few years ago!)
Dada- pote se, ja chup ja teri madam aa rahi hai.
Pota- dadaji aap chup jao jaldi se kyunki maine school mein apki mout k upar 4 din ki chhuti li hui hai
by Pak101.com (few years ago!)
Girl- Is jeans ki price kitni hai?
Dukandar- Rs.3000 Only.
Girl: uff....!
Aur uss Jeans ka kya price hai?
Dukandar: uff uff.
by Pak101.com (few years ago!)
Peer:Bata agr koi Mannat
mangni ha to bta do.
Mureed:Plz mujhe phir se
unmarried wail zindagi day
dein.
Peer:Beta ‘Mannat’maango
‘Jannat’na maango..
by itrat batool (few years ago!)
Chota sardar: Mummy jab mein raat ko susu karne gaya to bathroom ki light apne aap jal gayi.
Mummy: Oye Khotaya tu fir fridge mein susu kar aaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Policeman:Madam is Pool me nahana mana hai.
Lady:Jab main Kapde Utar rahi thi tab kyo nahi
Bataya.
Policeman:Pabandi Nahane pe hai Kapde utarne pe
nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
judge: What was he doing when u arrested him?
Cop: He was arguing with a driver.
Judge: That`s no proof he was drunk.
Cop: There was no driver there.
by Pak101.com (few years ago!)
ArZz KiYa Hai,
-
AaNe WaLEy AaTe Ha
JaNEy WaLEy JaTEy Hai,
YaadaiN BuS UnKi Reh JaaTi Ha
Jo mu SuJaA K JaTe Ha.;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
santa - radio pe gaane sun raha tha papa tehte hai bada naam karega.
maa - bijli ka bill tera baap bharega.
by Pak101.com (few years ago!)