Gabbar :"Thakur ye
Gabbar :"Thakur ye
mobile hum ko dede,
.
.
.
Thakur :"Dekh yarr
hath-pair ka mazak
theek hai,
.
.
.
Mobile se mazak masti
nahi,
.
.
.
Facebook chalu hai or,
.
.
.
Basanti online hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1080 views
Similar Jokes
Sante ki BV bhaag gai.
3 din baad wapis aaye
santa gusse se bola
"Hun ki lain aayi ain'
Preeto:
"Mobile da charger"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek raat bijli chali gayi,
Sardar: oye kam se kam fan to chalao.
Sardani: kar di na sardaron wali baat fan on karenge to candle bujh jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Apni Patni Ko Bata Raha Tha.
Santa: “Aaj Kisi Ne Mere Baap Ko Gali Di”
Santa Ki Biwi Preeto: “Accha, Fir?”
Santa Khush Hote Hue: “Par Mene Bhi Kasar Puri Kar Di Uske Baap Ko Gali Deke”
Preeto: “Lekin Vo Thha Kon?”
Santa: “Apna Beta, Pappu“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:-sher ka pinjra khula reh jaae to kya ho sakta hai?
Banta:-sher chori ho sakta hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agar Koi Larki Bhai Keh Day
To Ghbraane Ka Nahe..!!
.
.
.
.
.
.
.
1 Chamaat Laga Ka Bolo
Idhar Kya Kar Rahi Ho?
Ghar Jaao… =P ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari:
ALLAH k nam pr kch de do.
Pathan 100 ka note dikhaty huy bola:
kia tmhary pas 50 hai?
Bhikari:
khushi se g hain
Pathan:
to kocha pehlay wo kharch kro
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife came home with a goat.
Husband asked"Is bhains ko ghar kion lai ho?"
Wife:"Dikhta nahin, bakri hy!"
Husband:"Bakri se hi poch raha hon"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Girl friend aur police me kia cheez commen hai.
.
.
.
.
Socho
.
.
.
Nai pata
o donon hi paisa le kar chor dete hain
by Sabir shah (few years ago!)
Wo tu aj bi mujhe dekh kar muskarti hai.
Par un k bache bare kamine hain ju humein mamun keh k bulate hain
by Sabir shah (few years ago!)
Boy :Tumhare Pen me ink nahi hai kya?
Girl :andhay h0 kia?chal t0 raha hai..
Boy :Acha t0 apna Number t0 likh ker dikha0.."
Yeh b zaror Zubaida apa ka totka hi lag raha hai
by Pak101.com (few years ago!)