Kya Aapne Bhi Banna Hai?
Ek Baar Ek Admi Ko Kahi Jate Hue Raaste Mein Ek Patthar Mila.
Uss Pe Likha Tha “Patthar Ko Palto Toh Kuch Ban Jaoge”
Aadmi Ne Khush Hoke Pathar Ko Palta To Uspe Likha Thha
Bevkoof Ban Gaye Na
by Pak101.com (few years ago!) / 976 views
Similar Jokes
1st Behra:
Kya Tum Mumbai Ja Rahe Ho?
2nd Behra:
NaHi,
ME To Mumbai JaRaha Hu
1st Behra:
Accha,
ME Samjha Tum Mumbai JaRahe HO.!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa- Doctor saab 1 pareshani hain ki main jab bhi nahata hoon geela ho jata hu!
Doctor - kal se nahate samay nal band kar liya karo
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baat hamesa yaad
rakhna..
2 cheeje kismat walo ko milti Hai..
.
1) Samose ke sath extra chatni...
Aur
2) without boyfriend wali acchi patni....!
by Pak101.com (few years ago!)
Premi to premika- "Darling mujhe tumhari aankhon
me saari duniya dikhai deti hai.."
Peeche se ek budhha bola- "Hamari gaiyya nahi mil
rahi.. Dikhe to batai.."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
“Loffer” or “offer”
mein keya ferq hy?
agr koi lerka kise lerki ko
propose kare to “loffer”.
agr koi lerki kise lerka ko
propose kare to “offer”.
Had hogae yar..
by Abdul Hannan (few years ago!)
SANTA:Meri BV Bahut Busy Rehti H.
BANTA:Wo Kaise ?
SANTA:Monday to Friday
Ekta Kapoor K Serial Me.
aur
Sat-Sunday Meri Galti NikalneMe.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:tujhe pata hai k log mujhe bhagwan mante hain.
Banta:kaise?
Santa:me jab bi kahen jata hon to log kehte hain
haye bhagwan to pher aa gaya
by Sabir shah (few years ago!)
Santa ne banta se kaha, Bahar dekh subah hui ke nahi.Banta... Janaab, abhi bahut andhera hai.Santa bola saale,kaamchor, torch jga ke dekh.
by Abdul Sami (few years ago!)
Conductor- Tu hamesha darwaje pe khada rehta hai, tera baap chaunkidar hai kya?
Pappu- Tu hamesha paise mangta rehta hai, tera baap bhikhari hai kya? :P
by Pak101.com (few years ago!)
Little girl: "Why does your son say, 'Cluck, cluck,
cluck?'"
Mother: "Because he thinks he's a chicken."
Little girl: "Why don't you tell him he's not a
chicken?"
Mother: "Because we need the eggs."
by khalid hussain (few years ago!)