Baniye Ki Biwi Beemar Thi
Baniye Ki Biwi Beemar Thi,
Light Na Hone Ki Wajah Se Baniye Ne Candle Jaladi,
Aur Bola: “Doctor Ko Bulane Ja Raha Hoon, Agar Tumhe Aisa Lage Ki Tum Nahin Bachogi To Please Yeh Candle Bujha Dena.“
by Pak101.com (few years ago!) / 1185 views
Similar Jokes
Mareez Doctor Se: Main ek Month se Rs.50 ki Rozana Dawa Khaa Raha hun.
Lekin Mujhe koi Faida Nazar Nahi Aa Raha.
Doctor: Acha to Mai Aapko Kal Se Rs.40 ki Dawai Donga.
by Pak101.com (few years ago!)
Company Ka Ek Employee Toilet Mein Gaya,
Seat Par Jakar Baitha, Samane
Darwaje Par Likha Hua Tha,
“Itna Zor Business Pe Deta To Target Poora Ho Jata“
by Pak101.com (few years ago!)
Solid insult..:p
grl-waiter 1 bread wali roti laana..
waiter-sry mam mai kuch samja nhi..
boy-aree gaanv ki h..pizza maang rhi h.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Murgi ne india pakistan
border par 1 Anda diya.
Dono desh
1 ande k liye larrne lage,
Faisla hua jo dusre desh ki zyada ladkiyo ko kiss karega
anda uska hoga,
Indians ne 20,000 pakistani
Ladkiyo ko kiss kiya,
Pakistani excited ho kar bole:=
Ab humari bari hai. Indians:= Chhoro yaar Anda
tum hi rakh lo.. =D :O =
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay ne kaha tm 100 din k andar mujhe sy muhabt ka iqrar kro gi.
Aur larka din rat, barish me dhop me us k ghar k samnay khara raha.
99th din larki
ko waqaee larky ki muhabat ka ahsas ho gaya us ne socha subah pyar ka iqrar krun gi laikin jb woh larkay ko milnay gaee to larka usay wahan na mila aur aik kaghaz mila jis par likha tha
.
"Tere chakar me teri behan set ho gai hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa - Apki shadi ho gayi?
Banta - Haji, ek ladki se hui hai.
Santa - Shaadi to ladki se hi hoti hai.
Banta - Nahi ji meri bahan ki to ladke se hui hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Mai Kuch Din Apny Exam Ki Tension Ke Wajah Se Khamosh Tha Piyaroo . . . Tum Samjhe K Maa Da Ladla Sudhar Gaya. :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larka: Ro kyu rhi ho?
Larki: Mere Marks Boht kum aye hain.
Larka:kitne aye hain?
=Larki:sirf 88%
Larka: Bibi Khuda ka khof kr
Itne mei to 2 larke Pass ho jate hein.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi public toilet me betha tha achanak usy 7 waly toilet se awaz i,
kya hal hai?
Admi ghabra kr bola:
... Theek hon
Phir aawaz i,
kya kr rahe ho?
Admi:
Betha hon,
phir awaz i,
mai aa jaun?
Admi or ghabra ke bola:
Nai nai mai busy hon
phir aawaz i,
Acha yaar tumhe bad me call krta hn, abi koi ullu ka patha 7 wale toilet se meri hr baat ka jwb de raha hy
by Pak101.com (few years ago!)