is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 971 views
Similar Jokes
A Pathan Calls Wife
Ghar Nhi Aa Skta
Car Ka Steering Gera Sb Chori
Ho Gya
After 5 Min
He Calls
Aa Rha Hu
Galti Se Pichli Seat Pe Beth Gya
Tha
by Pak101.com (few years ago!)
1 bar english ki class me pathan ki zor se hawa nikal gai.
Teacher:what is this
pathan :this is my back ground music
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Larki Ghar Se Bhaag
Gayi . . . 3 Din Baad Wapis
Aai
Baap (Ghusse Se): Ab Kya Lene
Aai Ho ? ? ?
Larki: Patli Pin Wala Charger . . .;-):-*;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa makes cal 2 airport: Hw long is da journey frm punjab 2 America??Receptionist:1 sec sir......Santa disconnects n says,”pee ke bethi h kamini
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar orders pizza.
Waiter : Sir shd i cut it into 4 pieces or into 8 ?
Sardar: 4 hi karde 8 khaye nahin jayenge.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wo Kya Cheeze He Jo wife Apnay hsbnd Ko Sari Umar Nahi Deti?
Socho ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Socho ??
.
.
.
.
.
Socho
CHAIN KI SAANS
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ne makhi ke legs tod kar kaha, Ja udd ja..
Lekin Makkhi nahi udi, Sardar ne kaha..
“Aab to saabit ho gaya ki agar makkhi ke legs tod di jaye
to makkhi sun nahi sakti!!!”
by Pak101.com (few years ago!)
Aik faqeer shaikh k ghar aya aur kaha me Allah ka mehman hun mujhe roti du
shaikh ne faqeer ko pakra aur masjid chor kar kaha ye Allah ka ghar hai
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Yar Museebat Ke Waqt Gadhay Ko Bhi Bap Banana Parta Hai
.
.
.
.
.
.
.
.
PATHAN Bari Himmat Hai Jo Teri Ammi Maan Jati Hai.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Banta: Santa, Bulb Jalana
Santa Bulb nikaal kar Gas Stove par rakh deta hai
Bulb jal gaya
by Tanveer Hussain (few years ago!)