Bacha: 1 Litre Aata De Do!
Bacha: 1 Litre Aata De Do!
Dukandar: Beta Aata Kilo K Hisab Se Milta Hai..
Dobara Kaho!
Bacha: Bottle Mein 1 Kilo Aata De Do!
Dukandar: Beta Aata Bottle Mein Nahin Ata.
Acha ! Tum Dukandar Bano !
Main Batata Hun K Kaise Laite Hain..
Dukandar: 1 Kilo Aata Dedo!
.
.
Bacha: Bottle Laye Ho?
by Pak101.com (few years ago!) / 1024 views
Similar Jokes
1 Chor,Police se chupta hua 1 tooti Qabr me lait gya.
Qareeb se kuch Pathan guzray to unho ne socha k shayad log Qabar pr Matti dalna bhool gaye.
Unhon ne Fata fatt Matti dalna shuru kar di.
Chor bola:
“Bachao Bachao”
Pathan: “Oh Jaldi Jaldi Mitti dalo AZAAB shuru ho gaya hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar : What is the name of your car ?
Lady : I forgot the name, but is starts with “T”.
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai, Tea se start hoti hai.
Hamaara gaadi petrol se start hoti hai
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho…..
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dr: Yeh Urine Sample Nahi, Apple Juice Hai Khan’s Wife: Ek Phone Kar Loon?
Dr: Why? Wife: Khan Shab ko Batana Hai K Urine Bottle Un k Tiffin Main Chali Gai Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Yeh 8 Baatein Kisi Ke Dil Mein Aapki Izzat Barha Saktein Hain:
1) SALAAM Karna.
2) Kisi Ko Jaga Dena.
3) Asal Naam Se Pukaarna.
4) Bilawaja Behes Na Karna.
5) Dosray Ki Baat Bhi Tahamul Se Sunna.
6) Apni Ghalti Tasleem Karna.
7) Bina Bolay Rs1000 Ka Balance Share Karna.
8)7th point Pe Ziada Dehaan Dena.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Agar is sms ko delete kiya to kutta..
Forward kiya to chutiya..
Save kiya to haraami..
Kuch nahi kiya to gandu..
Reply kiya to bharwa..
Ab ker le jo ker sakta hai..
Ghussa huwa to gand phaar dun ga..
Or muskuraya to chod dun ga..
Or agar mujhe dubara fwd kiya to lulli kaat dun ga.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kareena ko ladka hua ekdam kala
Saif bola tu gori main gora ladka kaise kala
Kareena boli tu hot main hot jal gaya saala
by Mazhar Khan (few years ago!)
Always smile ,you know why?
B’coz…..Hanso! Jiyo! …
Muskurao!…Kya Pata…
Kal Daant ho na ho!…
Keep smiling!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Student: Sir Log Urdu English Mein Bat Karty Hain,
Math Mein Kyun Nahi ?
.
.
Sir:
Zeyada 3,5 Na Kar,
9,2,11 Ho Ja,
Warna 5,7 Mar Dun Ga,
6 k 36 Nazar Ayen Gay or 32 K 32 Bahir Aa Jayen Gay,
.
.
Student: Sir G Urdu, English Hi Theak Hai,
Math Wake E Khofnak Subject Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Translate into English
“Yaad-e-maazi azab hai ya Rab
Cheen lai mujh say hafiza mera”
...
Pathan: My mind is full of data base
O God! Please make me a mental case….
by Pak101.com (few years ago!)