Kareena ka Larka Hoa
Kareena ko ladka hua ekdam kala
Saif bola tu gori main gora ladka kaise kala
Kareena boli tu hot main hot jal gaya saala
by Mazhar Khan (few years ago!) / 949 views
Similar Jokes
Yaad Hai Tumhe Wo School Ke Din?
Hum Kitna Khelte The,
Baatein Karte The,
Jhagadte The,
Haste The,
Rote The,
Nahi Yaad?
Kaise Yaad Hoga Hum Ek School Mein Kaha Padhte
The.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ek aadmi Apni Wife Ke Saath Dinner Ke Liye
Restaurant Mein Jata Hai.
Dinner Kerne Ke Baad Waiter Aata Hai.
Waiter: “Aapka Bill Sir”
Aadmi: “Yeh Lo Mera Card”
Waiter: “But Sir, Yeh Nahi Chalega, Ye Toh Ration
Card Hai”
Aadmi: “Toh Phir Bahaar Kya Majaak Mein Likha Hai
All Cards Are Accepted.”
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend: Kya shaadi k baad bi tum muje itna pyar karoge?
Funny Boyfriend: Kyon nahin? Mujhe to shadi-shuda girls bohot pasand hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar g 1 Girl k sath chips kha raha tha
Girl ne pyar se ankho mai ankhain dal k pocha
kuch feel ker rahe ho?
Sardar: Han tum mujh se ziada chips kha rahi ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shaks New Doctor Bana
Doctor Banne Ka Baad Us Ne Pehla Opertation Kiya
Opertation Theater Se Nikal Ka Kena Laga
Ya Allah Mera Pehla Gift
Kabool Karna!!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Women's Day Par 1 Larki Ne Pathan Se Kaha Apko Pata Hai Aj Women's Day Hai?
Pathan Ghabra K Bola:
Kamaal Hai, Jab Hum Ghar Se Nikla Tab To WEDNESDAY Tha.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar Ji and Hitler Joke
Hitler says,
"There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary"
Sardar says: Ab bolne se kya faayda? "Jub kharidi thi tab hi check karna tha na"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa apni biwi k office gaya
to usne dekha k uski biwi
boss ki godi me baithi dictation le rahi thi.
Santa:- Chal LAajo, aisi jagah kaam nahi karna jahan staff k liye kursi bhi na ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Is dawaa ko ek hafte main poora karo aur baad main aake milo.
Patient: Theek hai doctor.
(ek hafte ke baad)
Doctor: Dawaa khatam huaa kya?
Patient: Nahi doctor.
Doctor: Kyu nahi?
Patient: Usme likhaa thaa ke, bottle ko hamesha bandh rakhe.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko sapney mein ik ladki ne chappal maari,
2 din tk sardar apney bank nahii gayaa,
Qnky bank mein likha thaa..
“hum aapkey sapney ko hakikat mein badaltey hain” :-P
Waaa Oye Sardar
by hearthackervsgirls (few years ago!)