Izzat Barha Saktein Hain
Yeh 8 Baatein Kisi Ke Dil Mein Aapki Izzat Barha Saktein Hain:
1) SALAAM Karna.
2) Kisi Ko Jaga Dena.
3) Asal Naam Se Pukaarna.
4) Bilawaja Behes Na Karna.
5) Dosray Ki Baat Bhi Tahamul Se Sunna.
6) Apni Ghalti Tasleem Karna.
7) Bina Bolay Rs1000 Ka Balance Share Karna.
8)7th point Pe Ziada Dehaan Dena.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 960 views
Similar Jokes
Rizwan: Doctor say help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunai deti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Rizwan: Phone karte waqt
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Tanki Saaf Karne Chatt Pe Gayan Tanki Per Qawwa Betha Tha
Pathan Jaldi Se Neeche Utra
Or Seerhi Hata K Bola:
Beta Mai To Utar Gaya
Tu Kese Ayega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor : Aab tabiyat kaisi hai?
Santa : Pehle se jyada kharab hai.
Doctor : Dawai khali thi?
Santa : Nahi dawai ki sishi to bhari hui thi.
Doctor : I mean dawai le li thi?
Santa : Ji aapne di to meine le li thi.
Doctor : Bewkoof dawai pee li thi?
Santa : Nahi dawai to laal thi.
Doctor : Abe gadhe dawai ko pee liya tha?
Santa : Nahi sir peelia to mujhe tha!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tu office mein toh bada sher bana ghumta hai, ghar par kya ho jata hai?
Banta: Hota toh sher hi hoon par DURGA sawar ho jaati hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Larkion ke Chakkar Me Mat Parna DostoKyun ki
Ye Aati Hain HEER Ki Tarha
Lagti Hain KHEER Ki Tarha
Chubhti Hain TEER Ki Tarha
Or End Me
Halat Kar Deti Hain FAKEER Ki Tarha..
by Pak101.com (few years ago!)
Boy and girl of class 2 asked teacher:
"can kids of our age have kids?"
Teacher replied " NO Never!!"
Boy said to girl :
"see i told you not to worry!!!!".
by Pak101.com (few years ago!)
Photographer studio me 6 saal ke bachey sy:
Mari taraf dekho beta
is camera se kabutar nikly ga.
Bacha:
Focus adjust kar
Jaahilon wali baat mat kar
Portrait Mode Use kar
Micro k sath
High Resolution me pic aani chahiay
Facebook pe upload karni hy
wrna paise nhi milen ge.
SAALA...
"kabutar nikale ga.."
Tere bap ne kbutar dala tha is me Yay
by Mazhar Khan (few years ago!)
krish: Doctor ne mujhe kaha tha ki woh do hapte mein mujhe pairo par khada kar dega!
Jack: Accha kya who aisa kar paya?
Krish: Ha uska bill chukane ke liye mujhe apni car jo bechni padi.
by khalid hussain (few years ago!)
I always think about U.
I can’t live without U.
I really need U.
I’m totally mad about U.
I just wanna be with U.
I’m crazy 4 U.
I wanna marry U.
I LOVE U.
Aisa mujhe bajuwali kehti hai…
(My neighbour say all this to me)
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek bar ek chitti ne Hathani ke kan mein kuch kaha toh hathni behos ho gayi.
Phir kisine chitti se pucha ke tune kya kaha?
Chitti Boli: Maine itna hi kaha ke “Main tumhare bacche ki maa banne wali hoon!”
by Pak101.com (few years ago!)