Mujhe Q Dekh Rahe Ho

Ladki: Mujhe Q Dekh Rahe Ho? Tumhari Koi Behan Nhi Hai Kya......

Ladka: Hai, Isliye To Dekh Raha Hu...... Ladki: Matlab?? Ladka: Meri Behan Ko Bhabhi Chahiye..

by Pak101.com (few years ago!) / 1306 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Hotel's food

Customer :
Bhai Kab Se Wait Ker Raha Hoon
Khana Abhi Tak Tayyar Nahi Howa?
Hotel Wala :
Sir Kahana Tu 3 Din Pehlay Se Tayyar Hai Bas
Gharam Ho Raha Hai

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar


Sardar ki Bewi inspector se:
"Mera Showhar 1 haftay pahly bazaar se aalo lany nikla owr abhi tak ghar wapis nahi aya"
.
Inspector bhi sardar tha, bola: To Bahn jee kuch owr paka lo !

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aisa Kya Karin K Saanp Bhi Mar Jaye


Sardar Vs Pathan: Aisa Kya Karin K Saanp Bhi Mar Jaye Aur Lathi Bhi Na Totay ?


Sardar: Jootay Sa Mar Laitay Hain Thek Hai Na ?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Coming Soon

Papu ki master se hui ladai mastr ne ki

paapu ki dhulai papu ka grm hua khoon.

gaya kabristan aur kabr pe master ke

photo tang k likh diya COMING SOON

by Asim Raza (few years ago!)
Snta Mehmaan Se

Snta Mehmaan Se- Thnda Loge Ya Garam.?

Mehmaan-Dono Le Aao..

Snta-Preeto.. Ek GLass Freezer Se, Aur Ek GLass Geezer Se Pani Le Aao..

by Pak101.com (few years ago!)
aik muqa aur

Wife: main driver ko nokri se nikaal rahi hun kyun k aj main doosri bar marte marte bachi hun.
Husbnd: Begum isy ek aur moka do. :-)

by Abdul Sami (few years ago!)
1 saal bri

Girl:
Lekin mein tumse Umer mein 1 saal barri hoon..!
Pathan:
Oye baaji fikar kyun karta hy,
Hum tumse aglay saal shaadi karlega..!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baiti ko kesi se pyar hogia hai

Wife: Mairy khayal mai hamari baiti ko kesi se pyar hogia hai
Husband: Tumhe kaisy pata chala?
.
Wife: Kionky wo kuch dino se Easy Load ke lie paisy nahi mang rahi

by Pak101.com (few years ago!)
A sardar had a baby after 3 months of marriage.

A sardar had a baby after 3 months of marriage. He suspected
and asked to his wife, “Ye 3 month me hi baccha kaise hua?”

Wife Replied : Tumhari shaadi ko kitne din hue?
Sardar : Three months

Wife : Aur meri shaadi ko?
Sardar : 3 months.

Wife : Aur bacha kitne month ke baad?
Sardar : 3 months.

Wife : Total kitne months hue?
Sardar : Oye 9 months & start dancing Balle Balle!!!!

by Pak101.com (few years ago!)
wife and husbend

A man speaks 25,000 words daily and
a woman speaks 30,000. But the
problem starts when husband comes
home after consuming his 25,000 and
wife starts her 30,000.

by Rizwan Ajmal (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Wife: khane main kya banau?

Dhokha Nahin De Sakte

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

Bania’s son

Girl's Wish For Life Partner

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Boy and girl of class 2

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook