Mujh se panga mat lo apun
1st boy : mujh se panga mat lo apun sher da puttar hai.
2nd boy : yar ek bat to batao. sher ghar aya tha ya aunty jungle gaee thein.
by Pak101.com (few years ago!) / 1100 views
Similar Jokes
Police: Park Me Romance Karte Ho, Bacho pe kya
Asar Parega?
Aadmi: Hum dono Married Hain
Police: To Ghar Me Karo
Aadmi: Tab Iske Husband Par Kya Asar Parega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
In 2025
Bhikhari: Bhagwan Ke Naam Pe Kuch De De..
Boy: Ye Le Meri MBA Ki Degree Rakh Le.
Bhikhari: Nahi Chahiye, Tujhe Chahiye
To Meri CA Ki Rakh Le...
by Pak101.com (few years ago!)
Daku: pathan ke gher gus gaya aur bola jaldi batao SONA kahan hai,,
.
.
.
.
Pathan: Pagal ka bacha itna bara ghar hy, kahin b so jao…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor: motape ka sirf aik he illaj ha k tum sirf aik he roti khaya karo
Patient: doctor sahib ye aik riti khane se phle khani ha ya bad men
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Agar dharti pe pani na hota to kya hona tha.
Bania ka beta: Hum to kangaal ho jate. Mera bapu milk me kya milata?
by Pak101.com (few years ago!)
A Judge charged Rs.10800 fine to a MAN for rape case.
MAN asked:
‘WHY 10800'?
Judge replied:
10000 for rape &
8% Entertainment Tax
By Zardaari..
by Abdul Sami (few years ago!)
Aaaaaaaaaahhhhh…..
.
.
.
.
Kuch Samajh Mein Aya??
.
.
.
Nahi Na?
.
.
.
Kadi Thandi Coke Peeti Hovay Te Pata Lagy Na..
(‘.”)/ Lal Sharbat
<).( Peen Waleyo!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya
Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi:
Apney Husband Ki Cheque Book...
by Abdul Sami (few years ago!)
'Ek Ladki Ne ChotY Bache K GaL Pe Kiss Ki
GIRL-Oh SorrY TumHare GaL Pe LiPsti....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dr. adhi raat ko utha or biwi se bola-main ja raha hu,hospital se Phone aaya hai emrgncy hai.
Wife-kisi ko to apni maut marne diya karo. .:
by Pak101.com (few years ago!)