Santa – Mujhe zehar dena
Santa – Mujhe zehar dena
Chemist – Pehle Dr. Se lekhwa k lao.
Santa – Apni shaadi ka card dikhata h.
Chemist – Bus kar bhai rulayega kya,badi bottle du ya chhoti.
by Pak101.com (few years ago!) / 913 views
Similar Jokes
Pathan to shopkeeper:Easy Load hai?
Shopkeeper: Jee haan janab.
Pathan: 10 ka naswar Load karo..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan Poori Zindagi,
Sochta Raha,
Sochta Raha,
Sochta Raha,
Aur
Sochte-Sochte Mar Gaya,
Ke Agar Meri Bahan Ke 3 Bhai Hai To Mere 2 Kyun Hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Accident hua, bheed ho gayi! Santa ko age aane ka mouka nhi mil raha tha! Santa chillaya- Hay mera bapu! Sbne aage jaane diya... Dekha toh Kutta mara pada tha...:
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karoge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Abdul Basit (few years ago!)
Pappu Ne Sadak Pe Chalti Ek Ladki Ko Offer Marne Ke Liye Bola
Pappu: “Aaa Janeman Mere Dil Mein Aaja”
Ladki: “Chappal Utaru Kya?”
Pappu: “Chal Pagli, Ye Koi Mandir Thode Hai, Aisi Hi Aaja“
by Pak101.com (few years ago!)
3 Dost Bike pe ja rhe the.. Trafficwale ne Rok kr bola : "Tumhe malum nhi TRIPLING Apradh hai.." 1Dost : Hume Malum hai islie to 1 ko Ghar Chodne ja rhe hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumko Kuttay Pr Mazmon Likh Kr Lane Ka Kaha Tha
Pathan: Hum Kya Kare Abi Hum Ne Kuttay Par Pen Hi Rakha Tha To Wo Hamara Tang Pe Kaat Kar Bhag Gya
by Pak101.com (few years ago!)
Masjid me elan howa k aik bacha humare pas hai .jin k bacha hai wo aa k le jae.
Pathan dora dora aya aur kaha jin ka bacha kaisa hai zara mujhe bi dekhao.
by Sabir shah (few years ago!)
A Family Saw ""Sholay"" Movie
Came Back Home And Husband Romantically Said To Wife
"" Nach Basanti Nach""
Child Added
""Nahin Basanti Is Kute K Samne Mat Nachna""
Regards
Leo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa asks Dr-kya DUDH pine se rang gora hota he?
Dr-yes,isme calcium hota hai.. .
Santa-chal jhute..
Phir bhains ka baccha kala kyu hota hai..
by Pak101.com (few years ago!)