Accident hua bheed ho gayi!
Accident hua, bheed ho gayi! Santa ko age aane ka mouka nhi mil raha tha! Santa chillaya- Hay mera bapu! Sbne aage jaane diya... Dekha toh Kutta mara pada tha...:
by Pak101.com (few years ago!) / 1027 views
Similar Jokes
Sardar Bathroom Mein Betha Tha…
Saamny Likha Tha
Paani Ka Ziyada Se Ziyada istmaal Karein.
Wo
Bethy Bethy 3 Lottey Paani Pi Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Constable-Sir,
Humne sharab se bhara hua ek truck pakad liya hai.
Chulbul Pande-Usse kyaa hoga,
Ek truck sode ka aur ek namkeen ka bhi pakdo.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Ghar mai maira hukam mana jata hai. Mai kahta Garam pani le awo, tu usi Time le aty hain
.
Friend: Garam Pani kion?
Sardar: Garam Pani Se bartan achy dulthay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
BOY:
Darling hamare pyar k baarey me kisi ko mat batana
GIRL:
Sofia ko to zaroor bataungi
kameeni kehti thi k koi randi ka bacha hi hoga jo tujhse pyar karega?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A lady broke a signal..
Police man : Hey !! Stop the car.. lady!
Lady : Please let me go, I am a teacher..
Police man:
Hurrah, I've waited for this moment all my life !
Now write
"I WILL NEVER BREAK A SIGNAL"
500 times :D
by Mohammad Ali (few years ago!)
Kash! Tum Bakari Hoti,
Main Tum Ko Ghass Khilata,
Pyar Se Tumhare Seengh Pakadta,
Aur Puchta Pagal Kon?
Tum Ya Main?
Or Tum Pyar Se Bolti: “Main Main...”
Tab Main Khoob Jor-Jor Se Hasta…
by Pak101.com (few years ago!)
Policeman:Madam is Pool me nahana mana hai.
Lady:Jab main Kapde Utar rahi thi tab kyo nahi Bataya.
Policeman:Pabandi Nahane pe hai Kapde utarne pe nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ram aur Ravan seriously yudh kar rahe the.
Ravan: chal bye.
Ram: kyon, darr gaya kya?
.
.
.
Ravan: abe, piche dekh, Rajnikant aa raha hai.:V.5
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladka Jyotish Ke Paas Apna Haath Dikhwane Ke Liye Jata Hai.
Jyotish Ladke Ka Haath Dekh Kar Bola.
Jyotish: ?”Beta, Tum Bahut Padhoge?”
Ladka: “Baba, Padh To Main 8 Saal Se Raha Hoon, Ye Batao Ke Paas Kab Hounga?“
by Pak101.com (few years ago!)
1st frend: Meri begum ne Novel '2 DOST' parha
Aur hamare jurwa bache hue.
2nd frend: Meri begum ne Novel '3 jugnoo' parha
Aur ek waqt mai 3 bacho ko janam diya
Ye sab sun kar Pathan apne ghar bhaga
Dosto ne pocha kahan ja rahe ho wo bola:
Apni begum ko rokne wo 'Ali baba 40 chor' Parh rahi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)