Sindhi ki Dukan Me Likha tha
Sindhi ki Dukan Me Likha tha:
Udhaar sirf 80 se 90 saal ki Umar k logon ko Diya Jayga,
Wobhi Unke Maa Baap se Pooch kar,
JAY JHULELAL..
by Pak101.com (few years ago!) / 1046 views
Similar Jokes
Ek chor raat mai chori karnay ek ghar mai gaya.
Jb wo ghar mai dakhil hoa to daikha tv lounge mai ek khoubsurat larki baithi biscuit kha rahi thi.
Raat ka andhera or tanhai ka aalam
Chor ki niyat kharab ho gai
Us ne larki ko dhakka mar k nechay giraya
Or Biscuit ka packet le k bhag gaya LU ka candy biscuit subko dewana banaye,.
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad shagird se: Janglaat kisse kehte hain?
Shagird: Jo jhung laato se khele jaye usse janglaat kehte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Russian visiting Pakistan goes for an eye check-up.
The eye sspecialist shows the letters 'CWXQSAZ' to the Russian.
Doctor: Can you read this?
Russian: Read? I even know this guy..!!Yay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kaliya & Peeliya ek car me bomb laga rahe the .
Peeliya - agar bomb lagate samay phat gaya to
kya hoga .
Kaliya - do'nt worry ! Mere paas ek aur bomb hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pathan naha raha tha, k aik dost darwazey pe aaya,
Pathan aise he bahar aagaya,
Dost bola: Kuch to pehan lo yaar.
Pathan bhag ker andar gaya aur CHAPPAL Pehan ker aagaya...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aunty: Beta Mummy ghar pe hain kya??
Bacha Sprite Peete Hue: Apki SETTING to papa se hai na, Papa Ghar Pe Hi hain.
Sidhi Baat No Bakwas!!
Oops tofaNi baCha thA …..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
biwi ko thapad marne ke baad pati bola ki aadmi usi ko marta hai jisse wo pyar karta hai biwi ne bhi repply mai kheech ke 2 mare aur dheere se boli aap kya samjte ho mai aapse pyar nai karti
by Pak101.com (few years ago!)
A football match in Pakistan had to be abandoned after a red card was shown and 50,000 pakistani ran on the pitch thinking it was a British passport!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Hum Loug Hamaisha KARACHI Ko 1 Acha Shehar Nahi Samajhtay,
Our Iski Burai Main Lagay Rehtay Hain..
Hanlan K KARACHI Dunia Ki Wo Wahid Our Azeem Jagha Ha,
Jaha ABC Rehta Ha… :D
Taaliyaaaaaaan
(‘.’)/
/)( Beth Jayen Beth Jayen.
Doosron Ko Bhi Azeem Insan Dekhnay Dain…
Shukriya ;)
Jalny Walay Pleaze Side Pay Rahain ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek bache ne apne pita se ek shadi smaroh mein pucha, papa shadi mein dulha dulhan ka hath kyun pakdta hai?
Pita ne lambi saans bhar kar kha-beta yhe to rasam hai khushti se phle pehelwan bhi akhade mein haath milate hain.
by Pak101.com (few years ago!)