Hum Loug Hamaisha Karachi Ko
Hum Loug Hamaisha KARACHI Ko 1 Acha Shehar Nahi Samajhtay,
Our Iski Burai Main Lagay Rehtay Hain..
Hanlan K KARACHI Dunia Ki Wo Wahid Our Azeem Jagha Ha,
Jaha ABC Rehta Ha… :D
Taaliyaaaaaaan
(‘.’)/
/)( Beth Jayen Beth Jayen.
Doosron Ko Bhi Azeem Insan Dekhnay Dain…
Shukriya ;)
Jalny Walay Pleaze Side Pay Rahain ;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 788 views
Similar Jokes
Ek sardar ne bank se loan le kar car li lekin loan wapis na kar saka.
Bank wale car le gaye.
Sardar bola: Mujhe pehle pata hota to shadi bhi bank se loan le kar hi karta.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Interviewer:what is skeleton?
Sardar:Sir, skeleton is a person
who started dieting but forgot to stop it..!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Urti Chirya Kay Parr Gin Na
Hum to udti chidya k bhi par gin lete he,
Pathan: Is me mushkil hi kiya hai
2 hi to
hota hein
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga … ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar GUN ly kr Darwaazay pr Kharaa huaa thaa
Wife: y r u standing here?
Sardar: Sher kaa Shikaar karnay jaa Rahaa hun
Wife: Tou Jao
Sardar: Kaise Jaon bahar KUTTA Kharaa hei
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ik Gujarati Babu TV showroom me jate hai.
Gujarati Babu: Kya aapke pas color TV hai?
Salesman: Yes sir.
Gujarati Babu: Ik green wala dena.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Murgi ne india pakistan
border par 1 Anda diya.
Dono desh
1 ande k liye larrne lage,
Faisla hua jo dusre desh ki zyada ladkiyo ko kiss karega
anda uska hoga,
Indians ne 20,000 pakistani
Ladkiyo ko kiss kiya,
Pakistani excited ho kar bole:=
Ab humari bari hai. Indians:= Chhoro yaar Anda
tum hi rakh lo.. =D :O =
by Pak101.com (few years ago!)
A Boy Took A Book From His Shelf To Study All The Other Books Fell On Him & He Died...
Moral: Jis Ne Kitaab Ko Uthaya,
Samjho Kitaab Ne Us Ko Uthaya... So Be Safe. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ke bagiche me bahut sare ped the,
Sardar:
naukar ko bola ped ko pani dal.
Naukar:
bola saab barish aah raha hai,
Sardar:
abe budhu chhatri pakadke dal na!.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GOLU Ne Ek Pad Mara Phir Dosra,
3,4,5,6,7,8,9,10
Kisi Ne Kha Bhai Sahab Ye Kya?
GOLU: Aaj Hum Ne Package Karaya Howa Hai..
by Pak101.com (few years ago!)