Santa-yar banta apne India me
Santa-yar banta apne India me sabhi kutte kamjor q hote hai?Banta:kyuki sab kutto ka khun 2 DHARAMENDER Pee jata hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 932 views
Similar Jokes
Pappu: Biology Ka Practical Karte Hue
Examiner ne 1 bird ki taang dikhai, or Pappu se us Bird ka naam pucha?
Pappu: I Don't Know
Examiner :you are Fail, tumhara naam kia hai??
.
.
.
.
Pappu : hamara taang dekho or hamara naam batao
Examiner : nahi pata
Pappu: jao tum bhi fail!
by Pak101.com (few years ago!)
Pati ghar pahuncha to patani ne goshana
ki – maine aaj naukarani ko nikal diya hai.
Pati udas hokar – Are, use ek mauka to
diya hota.
...
Patni(Pati Se) – Per mai aapko koi mauka
nahi dena chahati.
by Pak101.com (few years ago!)
doctor mareez k peechey bhag raha tha
logon ne pocha kya hua?
doc: 4 baar aisa hua
sala dimagh ka operation karwany aata hai or baal katwa k bhag jata hai
by Zia Rasool (few years ago!)
Ek chote bche ne exam sheet pr POTTYkarke teacher ke hath me thama di...
Teacher- ye kya kia..?
Student- sir apne hi kaha tha ki jo aa rha hai wahi kr de...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aaj mai bus ke peche bhagty howe ghar tak aya hon, owr karaye ke 20 rupey bhi bacha leye.
.
2nd Pathan: Tum boht bewakof ho, Rekshe ke peche bhagty tu 80 rupey bach jaty
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladka apni dilruba se poochta hai, "Kya pyaar karna paap hai?"
Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai, "Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai:
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A wealthy man came home from a gambling trip
and told his wife that he had lost their entire
fortune and that they'd have to drastically alter
their life-style.
"If you'll just learn to cook," he said, "we can fire
the chef."
"Okay," she said. "and if you learn how to make
love, we can fire the gardener."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bharat Ka Sabse Bada Confusion Ka Din Kaun Sa Hoga ?
Socho…………
Socho……….
Nahi Maloom…………..!!!!
Jis Din Raksa Bandhan Aur Friendship Day Ek Saath Padega !!!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Beta- yeh hathiyaar kya hota hai?papa-beta
hathiyaar woh hota hai,jisse hum ladte hain.beta-
isska matlab mummy hathiyaar hain..gud afnoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)