Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
First Sardar Ji: What are the fastest means of communication ?
Second Sardar Ji: Telephone, Television, Tell-a-woman
Need still FASTER - Tell her NOT to tell ANY ONE.
by Pak101.com (few years ago!)
Chiman:Aap kitna padhe ho?
Friend: B.A.
Chiman: kamal karte ho yaar sirf do word padhe
aur woh bhi ulte.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bacha: Miss hamary ghar aaj bhai anay wala hay.
Miss: wo kasay?
Bacha: jab phichli bar ammi hospital main admit theen tu behan aae thi
Ab abu admit hain…
by Pak101.com (few years ago!)
Boy : Jaan-e-man… ees dil me aaja na!
Girl : Sandal nikalu kya?
Boy : Pagli, yeh mandir nahi… aise hi aaja!!
by khalid hussain (few years ago!)
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
chooha Billi Se Darta Hai
Billi Kuttay Se Datrteee Hai
Kutta Aadmee Se Darta Hai
Aadmee
Biwi Se Darta Hai
Or
Biwi Choohay Se Dartee Hai
Hai Na Dunya Gol !!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek pathan ka school main 7th class main new admission hua .
Teacher: beta batao Allama iqbal kon hain?
Pathan: hum ko kya pata hum to school mai naya aya he
by Pak101.com (few years ago!)
(In a party Pathan asked a girl" : "Aap "Dance" karain gi"... ?
>>* (Larki khari ho kr) : "Haan"...
>>* Pathan:
To main ye kursi Lay Loon .....
by Pak101.com (few years ago!)
Phatan train me su su kr k aya
BV: Ap ka pyjama geela kyu hy?
Phatan: Toilet mein likha hy
“Jisam ka koe b hesa bahir na nekale”.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Ek Bache Se: Beta 1 Accha Sa Jhoot Bolo
Agar Mujhe Pasand Aaya 2 Mai Tumhe 5 Rs Dunga.
Bacha : Ye Lo kar Lo baat, Abhi 10 Rs Kahe The.
by Pak101.com (few years ago!)