Sabzi Wala
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do :P ;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 959 views
Similar Jokes
Ek ladki apne Sardar boyfriend ko apni mami se milati hai.
Mami: oh, to tum hamare jamai banna chahte ho?
Funny Sardar: Aapka jamai ban ne ki to koi chahat nahi, par kya karun aapki beti se shaadi karne ka yahi ek raasta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: ?I Think Our Daughter is in Love with Someone?
Husband: ?How Do U Know??
Wife: ?B’coz She ?s Not Asking For Pocket Money?
by tanveer hussain (few years ago!)
Santa : Judge Saab
Mujhe TALAAQ Chahiye
Meri Biwi Ne 1 Saal Se Mujhse Baat Nahi Ki
Judge :
1 Bar Phir Sochle Beta
Aisi Biwi Nasib Walon Ko Milti He
by Pak101.com (few years ago!)
Ek lady apne boyfriend ke sath ghum rahi thi ke
itne me uska husband aa gaya or bf ko marne laga
Lady- Maar gadhe ko, apni biwi ko to gumata nahi
dusron ki biwi ghumane le aate hai.
( itne me bf ko josh aaya or wo hsbnd ko marne
laga )
lady- maar sale ko, na khud ghumane le jata hai na
kisi or ko ghumane deta hai. :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Me ne aik larki ki madad ki to us ne mujhe thank u bola me ne kaha thank u mat bolo ye lo mera number aur 3 larkion ko send karo aur unhen kahao aage 3 ,3 ku send karen
by Sabir shah (few years ago!)
Ustaad Fursat Fatte Haal Khan Ji Ne Rote Hue Ek Din Arz Kiya.
Hamare To Sare Khawab Usi Din Choor-Choor Ho Gaye,
Hamare To Sare Khawab Usi Din Choor-Choor Ho Gaye,
Aye Doston,
Jab Wo Ghar Aayi To,
Mummy Boli: “Jao Beta Didi Ke Liye Paani Le Aao“
by Pak101.com (few years ago!)
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe
hotey tou khabrain aisi hotin:
Aaj Reema overload ho kr gai!!
Saima k neechay aa k aik banda halaak!!
Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!!
Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!!
Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!!
Nirma chalte chalte band ho gai!!
Khushbu ki body change karne ka faisla!!
Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7
afraad ko saza!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladka bola ……. Dilruba
Ladki boli ……. Pizza khila
Ladka bola ……. Paise nahi
Ladki boli ……. Aise nahi
Ladka bola ……. Mahngai hai
Ladki boli ……. Aaj se tu mera bhai hai.
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Pathan Aadmi Bahut Der Se Chand Ko Dekh Raha Tha.
Aur Thodi Der Baad Bola:
"Jalte Raho Beta, Jab Bijli Ka Bill Aayega Tab Pata Chalega.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)