Xcuse me brother
Girl-Xcuse me brother,that's my seat.
Boy-OK! But I'm nt ur brother,My father nver afair wid ur mom.
Girl-True...Bt my father did !Moral: dnt be over smart oK
by Pak101.com (few years ago!) / 882 views
Similar Jokes
aik pathan ne apne bache ke school mein ja keh us ke teacher se baath karni thi toh teacher boli: aap apne bache ko litne der betha kar school ka kam karwate hain???? Pathan bola ji jab bijli aati hai to tab parhata houn to teacher ne kaha phir to aap har ghante ka break le le kar parhate houn ge (ghante baad bijli chali jo jati hai) pathan ne kaha to aap ne mujhe kyun bulaya shikayat ke liye goverment ko bolati naaa
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher to pathan:
Batao 'Qaatil' kise kehte hain?
Pathan: nahi pata
Teacher: farz karo tum apne baap ka qatal kar do tu tum kia kehlao gay?
Pathan: "YATEEM"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, lao chabi tala main khol deta hoon
Aur phir sharabee ne kaha, Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna
by Pak101.com (few years ago!)
Beta: Papa Humaray Ghar main Jin hain ?
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay
Beta: Papa Nokrani kehti hy k humaray Ghar main jin hain
Baap: Saman pack karo
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie Nokrani hi Nhi Hy
by Numan Malik (few years ago!)
Pappu school mn gadha le k aya
Miss:Ye gadha,Q laye ho?
Miss ap hi to Kehti hn K me ne bry bry gadho Ko insan bnaya hy
To me ne socha is ki b"life bn jae gi .?
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Pareshan lag rahe ho.
Santa: Yaar baap ban ne wala hu.
Banta: Yeh to khushi ki baat hai.
Santa: Lekin biwi ko nhi pata
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko sms aya bhejne wala inteligant aur parhne wala bewakoof.
Sardar ne gusse me replay kia k bhejne wala bewakoof hai aur parhne wala inteligant.
by Sabir shah (few years ago!)
RAILWAY INTERVIEW of Pappu:D
Interviewer:- agar do trains ek hi line pe aa
gayi to kya karoge ??
.
Pappu:- Jee, red light dikhaunga..
Interviewer:- Red light na ho to …??
Pappu:- Torch dikhaunga..
Interviewer:- Torch na ho to…??
Pappu:- Apni red shirt utaar kar dikhaunga.
Interviewer:- Shirt bhi red nahuyi to…??
.
Pappu:- Fir main apni mousi ke ladke ko
bulaunga.
Interviewer:- Wo kyun…?? kya wo traino ki
takkar rok dega ??
.
.
.
Pappu:- Jee nahi,
wo kya hai na k usne kabhi 2 traino kitakkar
nahi dekhi….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sonu: Ladki fasaani aati hai. Monu: Nahi. Sonu: Kagaz ka jaahaz banake class room mein uda de, Madam puche to ladki ka naam lagade, bas ladki phas gayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)