Sardar Dharakt pe charha to upar bandar
Sardar Dharakt pe charha to upar bandar ne
pocha : Oper kyo aya?
Sardar: Apple Khanay
bandar: Yeh to aam ka darakht hai
Sardar: Pata hai, ais liye Apple sath laya hun
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1083 views
Similar Jokes
krish: Doctor ne mujhe kaha tha ki woh do hapte mein mujhe pairo par khada kar dega!
Jack: Accha kya who aisa kar paya?
Krish: Ha uska bill chukane ke liye mujhe apni car jo bechni padi.
by khalid hussain (few years ago!)
ek adhmi doctor kay pass jatha hai or
pooshta hai doctor sahab koi asi dava
bathayai jisa meri umar lambi ho
jaiya doctor nay soch ne kay baad
javab deeya asa karo thum shadhi
karlo mareez nai kaha kiya isa meri
umar lambi ho jaygi? doctor...
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
1 Molvi Dua maang raha tha: Ya ALLAH Shahadat ki mout Dey.Paas betha 1 Baba bola:Molvi G Jihaad te tussi jana Nai te Halway wich Bomb kisi ne pana nai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 saal tak koi olaad nai hui
Dusri sardarni: Phir ?
1st sardarni: Phir kia, jab me 21 sal ki hui to abu ne meri shadi kar diaaj Mola k fazal se 3 kake hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Bap Ki Death Par Bohat Roya
Phir Uski Behan Ka phone Aya,
Pathan Or B ziada Rone Laga
Logon Ne Pucha,kya hua?
Pathan: Meri Bahan K Abu Ka B Intiqal Ho Gya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa- “Meri patni mera itna khyaal rakhti hai ki kal mehmaano ke vidaa hone ke baad jab maine usse kaha ki garam paani ka jaldi praband kare to usi wakt paani garam kar diya|”
Banta- “Waah! Lekin us samay bechaari ko paani
garam karne ka kasht kyu diya?”
Santa- “Kyuki mai thande paani se bartan
nahi dho sakta tha|”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: I`ve been sending emails to William Shakespeare.
Banta: William Shakespeare is dead.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Judge Sahab Mujhe DIVORCE Chahiye,
Meri Biwi Ne 1 Saal Se mujh Se Baat Nahi Ki,
Judge: Phir Soch Lo,
Aisi Biwi Qismat Walon Ko Milti Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Toy Train se khel rha
tha
aur Bar-Bar bol rha tha,
"Jis HARAMI ko chadna
hai chad jao, Jis
KAMINE ne utarna hai
utr jao..."
.
.
.
Uske BAAP ne uski train
rok k 1 zor se
thappad laga diya...
.
.
Bachha thodi der ro k
chup ho gaya aurfir
shuru ho gaya,
.
.
"Jis HARAMI ko chadna
hai chad jao, Jis
KAMINE ne utrna hai utr
jao ."
.
.
Pehle hi kisi KUTTE ki
wajah seTrain 10
min
late ho gayi hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Na hawa hai na maya hai,
Ehsaas apka aya hai,
Hamein b msg kar k dekh lo jaan,
COMPANY ne ye mobile sirf apki Girl FRIEND k liye nahi banaya hy
by Mazhar Khan (few years ago!)