Duniya Barri KUTTI Hai
Master: Duniya Gol Hai.
Student: Aap Kehtay Hain
To Maan Leta Hon.
.
.
.
Warna Papa Kehtay Hain K.
Duniya Barri "KUTTI CHEEZ" Hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 971 views
Similar Jokes
Santa ke ghar sasural wale aye.
Biwi ne kaha:
"Mehmaano ke liye jakar bahar se kuch le aao"
Santa bahar gaya
aur
TAXI leke aya.
What an IDEA Santa ji.
by Pak101.com (few years ago!)
Before Marriage
Girlfriend: Chand kahan hai?
Boyfriend: Ek upar ek tum.
After Marriage
Girlfriend: Chand kahan hai?
Boyfriend: Woh kya tera baap upar lalten leke khada hai..!
by Pak101.com (few years ago!)
A Sad girl was sitting with her husband
Husband: U r d second most beautiful girl, I’ve ever seen.
Girl: Who’s the first?
Husband: It’s YOU When u sM¡le.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
How boys grow
bacha
larka
naujawan
jawan
mard
budha.
How girls grow
bachi
bachi
bachi
bachi
bachi
aunty
by Sabir shah (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teachr 2 studnt-past, present, future ka 1example me deti hu or 1tum do
Tchr-"m sundr thi,sundr hu,sundr rhungi.
Stdnt-apko vham tha,vham h or vham rhega.
by Pak101.com (few years ago!)
Pitaji:- itne kam no. ? do thapad marne chahiye!
Tinku:- ha papa,chalo maine us mastarji ka ghar dekha hai!!
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus aaye, Kya tumhe pata nahi tha ki mein naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mein samjha tha begum sahiba hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aap main aur PEPSI main 3 chezain ek jesi hain.
1_Sab ko pasand hai
2_Dono sweet hai
Or
3_Dono mai dimaag ki jaga dhakan laga hai..:-
by Pak101.com (few years ago!)
3 Idiots Would Have Been a More Bigger Hit.
If Kareena Kapoor Would’ve Also Once Said,
.
.
.
.
.
“Jahanpanaah Tussi Great Ho,
Tohfa Qabool Karo”
by Hassan Ali (few years ago!)