Santa: Yaar Aaj Mujhay Ajeeb Msg
Santa: Yaar Aaj Mujhay Ajeeb Msg Aaya or mera Mobil off Ho Gaya.
Banta: Aisa Konsa Msg Aya?
Santa: Battery low.
Banta: Send Kar...Sabko.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 805 views
Similar Jokes
Dil ki dhadkan hi ruk gai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jab light gayi aur kam wali massi boli:
What the hell is this? Do not you have a Generator ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Admi ne Hotal k Room mai Computer dekha to
socha k BV ko Mail kr doon.
Jaaldi mai mail Ghalat Address pr Send hogaee.
Jis Orat ko Mail maili us k Shohar ka 2 din pehly
inteqal hua tha.
Mail Parhty hi Orat Behosh hogaee,Likha tha
Begum Me Kheriyat se Pohunch Gya hoon Idhar Net
b Mojud he,Jaga Choti Pr Shandaar Hai,Thandi
Thandi Hawa Jannat Ka Maza Deti Hai.Dhool Matti
Nhi Hai,Mene Jo White Kaprre Pehne Thy Wo Ab Tk
White Hian,Kal Hi Tumhy B Blwa Lon Ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Suicide bomber Zoo me ghus gya or awaz lagai k tum sab k paas ek minute hai
yahan se nikalne k leye
Kachwa: wah kameeny seedha keh na k me hi target hun
by Mazhar Khan (few years ago!)
Prashan: Gabbar singh ne paida hone par
Apni maa se kya kaha?
Uttar: Maa! kitne aadmi the?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa ka baap UK se aya,usne pucha teri ma kaha ha santa bola wo to mar gai
bap bola saale tune mujhe bataya kyu ni
santa:
Maine socha surprise dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Salesman: Sir,Ap Cockroch K Liye Powder Loge Kya?
Sardar : Cokroach Ko Itna Laad Pyar Nai Karte Aaj Powder Denge To Kal Sala Lipstick Mangega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Eik dost doosray se: Yaar mujhe cashier ki talaash hai.
Dost: Magar tum ne 1 mah pehle cashier rakah to tha.
Pehla Dost: Ussi ki hi to talaash hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Kuttey Aur Sardar Mein
English Speaking Ka Muqabla Ho To Kaun Jeetey Gha?
Jeetey Jo Marzi Laikin Yeh Baat To Teh Hai
K Muqabla Mumkin Hai
by Pak101.com (few years ago!)
eacher: Story sunao
Sardar: 1 din hum un k ghar gaye to woh soye howay thay
1 din wo hamare ghar aye to hum soye howa thay.
Jesa karo gay, waisa bharo gay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)