Time pe jagana
Pathan:mujhe 4 bje jaga dena
Naukar:lakin mujhe time dekhna nai ata
Pathan:tum jagah dena time me khud dekh lon ga
by Sabir shah (few years ago!) / 1592 views
Similar Jokes
Ques:Ghurbat ki intha kya hai?
Ans: Jb 1 larki 2 rupay mein kiss dene ko tayar ho
‘
‘
‘
‘
Aur aap k pass 1 rupay ho…!
by Mazhar Khan (few years ago!)
A boy & girl on date!
boy: i can do anything 4 u...
Girl: can u die 4 me?
...
boy: yes !!
Girl: can u bring stars 4 me???
Boy: yes darling..
Girl: can u delete ur Facbook Account 4 me???
BOy: tu ja behan,, tere ghar waly pareshaan ho rahe hn ge...
by Pak101.com (few years ago!)
Usay pehli bar BuS me dekha tha
Wo mere samny wali seat par bethi thi
Wo bar bar muje sir sey pao tak dekh rhi thi
Us ne muje ishara kya
Ma moqa pa k us k pas gya
Ahista sy pucha
G Farmaey
Usne sharmate hue kaha
"Bhai ap ny pent ulti pehni hui he"
\(' ')/ | |
_/ \_
by Pak101.com (few years ago!)
Mohabbat
ISHQ
Pyar
ye 3 Cheeze Har Tufaan ka Muqabla KR sakti hai
Magar Ek Cheez in Sab Ko Khatam Kar sakti hai
Aur Vo hai
Mummy Ki Chappal.
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi ne hotel ke room mein computer dekha to socha ke wife ko mail kar doon.
Jaldi mein mail galat address par send ho gaee.
Jis Orat ko Mail maili us ke Shohar ka 2 din pehly inteqal hua tha.
Mail Padte hi Orat Behosh hogaee,Likha tha Begum Me Kheriyat se Pohunch
Gya hoon Idhar Net bhi Mojud he,Jaga Choti Par Shandaar Hai,Thandi Thandi Hawa
Jannat Ka Maza Deti Hai.Dhool Matti Nahi Hai,Mene Jo White Kaprre Pehne Thy Wo
Ab Tak White Hian,Kal Tumhy bhi Bulwa Lunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Court Mein Ek Case Chal Raha Thha, Vakeel Ko Bahas Karte Dekh Ke Judge Bola.
Judge: “Tum Apni Limit Cross Kar Rahe Ho”
Vakeel: “Kon Sala Aisa Kahta Hai?”
Judge Gusse Se: “Tumne Mujhe Saala Bola?”
Vakeel: “Nahi My Lord, Maine To Pucha Kaun Sa Law Aisa Kahta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti hain
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee
hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa
hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik larka apnay dost ko bata raha tha.
Meray Abbu mein bari khubyan hain. Bahadur itnay hain jaisay sher, tandurust itnay hain jitna hathi aur aakhein to baz ki tarah teiz hain.
Doosra dost foran bola: agar hum in ko deikhna chahein to ketnay ka ticket lena hoga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)