Kisi Say Koi Cheez Maango Tou
Kisi Say Koi Cheez Maango Tou Bilkul Aisay Maango Jesay
Tumhre Baap Ki Ha.
Aur Nahi Milay Tou Soch Lena K Konsa Meray Baap Ki Thi :D :P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Abba G Kal Humare Gahr Sa Ek Banda Kam Ho Jayega,
Dosray Din Kya Hoa Larki Ghar Sa Bhag Gai
Sardar G: Larki Na Kam Tu Acha Ni Kiya Lakin Larki Thi Tu Najomi.
-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Ladka Apni Girl-friend Ko Shaadi Ke Liye Raazi Kar Raha Hota Hai,
Ladka: “Mere Paas Apne Dost Jaisi Car To Nahi Par Tumhe Apni Palkon Pe Bitha Ke Ghumaunga,
Mere Paas Us Jaisa Bada Bangla To Nahi Par Tumhe Apne Dil Mein Jagah Dunga
Mere Paas Us Ke Jitne Paise To Nahi Par Main Mehnat Kar Ke Khilaunga,
Aur Tumhe Kya Chahiye?”
Ladki: “Dimag Ki Maa Bahan Mat Kar, Apne Us Dost Ka Number De“
by Pak101.com (few years ago!)
In me se aik colour select karen peech,blue,green,black,white,gray,pink or mere liye garmi ka suit silwa kar bhej den shukria.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: yar tu kisi k ghar afsos k liye gaya tha, itni jaldi kaise agaya?
banta: abe yaar 1 ghante baitha raha,
majaal hai jo kisi ne hans k baat ki ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Insaan ka sab se ziyada dil kab jalta hay?
Jab aap original Nokia ka mobile le kar behte hon
aor koi aa kar kahe..China Hy?
by Pak101.com (few years ago!)
Macher Ne 1 Admi Ko Din Main Kata
Admi Ne Kaha Tum To Rat Main Kat Tay Hona?
Macher Bola
Ghar K Halat Kharab Hain
Ovr Time Ker Raha Hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: O banno car ki speed itni kyon badha di?
Banno: Oji car ki break fail ho gayi hai, accident ho jaye iske pehle ghar pahunch jaate hain….!
by Pak101.com (few years ago!)
1st Pathan 2 2nd:Eid ki namaz parhny Q nhi aya
2nd: Me araha tha k rasty mai he log namaz parhty dekhy wahin parh li.
Ajib namaz thi 1 bnda so raha tha us k pichy sb parh rahy thy or koi sjda b nhi tha.
1st:Khocha tu janaza parh k agaya hai!
2nd:Kya bat karta hai mai sab ko mbark bad b dai k agaya
by Abdul Hannan (few years ago!)
A Boy Was Going With His Girl Friend
Friend Asked : Who Is She?
Boy : My Cousin.
The Frend Said: Last Year She Was My Cousin.! :D
by nadeem (few years ago!)
Sardarji is filling up a job applicationHe promptly fills in the lines on NAME, AGE, ADDRESS, etc.
Then came the column SALARY EXPECTEDAfter much thought he writes: Yes
by hearthackervsgirls (few years ago!)