1 Badshah Ny AiLan Kia
1 Badshah Ny AiLan Kia K Mery Mulk Main Jo Bahadur Our Janbaz Log Hain Wo Darbar Main Hazir Ho, Inaam Mile Ga.
Bohat Ziada Log Aa Gaye.
Badsha Ny Hukum Diya K In Par Shair Chor Do.
Ye Sun Kar Sary Bag Gaye.
1 Banda Khara Raha.
Badsha Ny Kaha, Mery Mulk Main Sirf 1 Banda Bahadur Ha.
Agay Aao Tumhain Inam Doo.
Wo Banda Bola: Badsha Salamat,
Ap Ko Khud Chal Kar Mery Pass Ana Hoga,
Meri Tatti Nikal Gaye Ha :)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 775 views
Similar Jokes
Pathan:beta 2 bister kiun laga rahe ho?
Son:ghar pe 2 guest arahe hain.
Pathan:kon
son:ami k bhai aur mere mamun aa rahe hain.
Pathan:aik aur bi laga do mera bi sala aa raha hai.
by Sabir shah (few years ago!)
SANTA-YAR MUJHE APNI GF KO GIFT DENA HAI.
BANTA-DIAMOND RING DE DO,
SANTA-NHI YAR AISI CHESE BATAO JO KABHI
PAHNI NA HO
BANTA-GENTS KACHHA DE DE
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mrs. Santa Don't Like To Eat Green Grass But,
Mr. Santa Likes.. Why??? . . . . . . .
Because, Santa Is A Guy !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Admi Ne Apni Wife Ko Letter Likha Ke Begum is Month Salary Nahi MiLi Salary ke Badle 100 Kiss Bhej Raha Ho I LOVE U
Wife Ne Reply kiya:
Aapka Letter Mila Salary ke Badle 100 KISS milay 16 Kiss Sabzi waLay ko diye 29 KISS school k principal ko DiyeDoodh wala 7 kiss Pe Razi Nahi Hua Usko 12 kiss Dene Paray Malik Makan To KISS Pe Razi Hi Nahi Hua THa USko kiss K Sath Jhappi Bhi Deni Pari Mahina Aram Se Guzar Gaya Dont Worry I LOVE U 2
by tanveer hussain (few years ago!)
Sardar on phone: Doctor my wife is pregnant.
She is having pain right now.
Doctor: Is this her first child?
Sardar: No this is her husband speaking.
by Asim Raza (few years ago!)
Wakeel:talaaq karwane k 10 hazar rupee lon ga
husband:pagal ho gae ho 1 hazar me shadi karwai thi
wakeel:dekh liya hai na saste kam ka anjam
by Sabir shah (few years ago!)
Tamam log sunn len Garmi bht ho gayi hy. Suraj b khub Aag barsa rha hy. Apne sar pe geela or thanda kapra rakhen Dimaagh pe suraj ki kirne mat parne den Q k “BHOONSA” jaldi aag pakarta hy. Mera farz tha ap ko batana or ap ka kaam hy khud ko… :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye jaatay ho to wapas
aanay main
2 - 3 ghantay kyun laga daitay ho. ?
Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha k bijli ki tarah kaam
karna ..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa to Banta : Yeh bacha tumhara kya lagta hai?
Banta : yeh mera door ka bhai hai,
Santa : Door ka mein samjha nahin,
Banta : Ess k aur mere beech 8 behan bhai aur hai !
by Pak101.com (few years ago!)
Australian Team:" Aise haar-
haar ke beijjati jheli nahi jaati
baba, kuch upay batao ??
.
.
.
Jadeja Baba:" bus 1-2 series ki
baat hai, sab theek ho jayega..
.
.
.
Australian:" Matlab, hum fir jitne lagenge, wow ??
.
.
.
Jadeja Baba:" Abey Haarne ki
aadat pad jayegi..
by Pak101.com (few years ago!)