Ek Indian Father Apne Beti Ke
Ek Indian Father Apne Beti Ke Shadi Ka Rishta Lekar Ladke Waalon Ke Ghar Gaya, Aur poocha Ladka Kya Karta Hai,Ladke Ke Father Ne Kaha Ladka IT Company Main Kaam Karta Hai.Ladki Ke Father Ne Poccha Software Engineer hai Kya. Funny Ladke Ke Father Ne Kaha, Nahi Wo To wahan Peon Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1027 views
Similar Jokes
Santa Qabristan Me Charas Pi Raha Tha
Police=Kya Kar Rahe Ho ?
Santa=Abbu K Liye Dua,
Police=Ye To Bachche Ki Qabr Hai
Santa=Abbu Bachpan Me Hi Mar Gaye The.
by Pak101.com (few years ago!)
Im not feeling well..
Husband: Ohhoo I was thinking to go for a dinner!!
Wife: I was joking dear..
Husband: Me too, Chal uth rotti bana shabas.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aj ke baat
Kisi ko uske uljhay hue baalo,
ganday or mailay kapro ki waja
se ghareeb na samjho.
Ho sakta hai wo Engineer ho or
uske papers ho rahay hon.
by Mazhar Khan (few years ago!)
CA EXAMS...
Q: Aik Over Main Kitni Balls Phenki Jati Hain?
Answer 4rm Students: 6
Examiner Comments: Sorry
1 Over Main 1 He Ball 6 Bar Phenki Jati Hai.
FAIL. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ji: Hamne Mobile Marriage Bureau shuru kiya hai:
Rishtey k liye 1 dabaye,
Mangni k liye 2 dabye,
Shaadi k liye 3 dabye.
A Gujarati Man asks: Dusri shadi k liye kya dabana hai ji ?
Sardar Ji: Dusri shadi k liye pehle wali ka gala dabye .
by Pak101.com (few years ago!)
Father to Son: Sath walon ki larki ko dekh lo,
wo exam mai "First" ayi hai, owr tum..
.
Son: Usi ko tu dekhta tha,
tabhi tu "Supply" ayi hai
by inayat khan (few years ago!)
A Sad girl was sitting with her husband
Husband: U r d second most beautiful girl, I've ever seen.
Girl: Who's the first?
Husband: It's YOU When u sM¡le
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Ravan Dus Sarr Bees Aankhein, Phir Bhi Nazar Ek Ladki “Seeta” Par,
Ek Tum Ek Sarr Do Aankhein Phir Bhi Nazar Har Ladki Par.
Ab Batao Asli Ravan Kaun?
by Pak101.com (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Pak101.com (few years ago!)
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai
by Nilesh Kumar (few years ago!)